Company Logo

vanshika pal

Vans****@gmail.com
WEFRU4050132214202
Scan to visit website

Scan QR code to visit our website

Blog by vanshika pal | Digital Diary

" To Present local Business identity in front of global market"

Meri Kalam Se
Digital Diary Submit Post vanshika pal

Arey! ye rahe ve 15 fayde jo roj yoga karne se kisi ko bhi mil sakte hai

  Yoga karne se lab 1. Yoga se sharirik aur manshik dono tarah se sehat achi rehti hai . 2.yoga vajan ghatane mein madad karta hai. 3.Yoga karne se blood sugar kam hota Hai.  4 yoga se acchi nind aati Hai.  5. Yoga karne se acchi nind aati Hai.  6. Yoga se chot ka bacha hota Hai. 7.Yoga karne se tvacha per nikhaar aata Hai. 8. Yoga se pachan tantra acha hota Hai. 9.Yoga  se takat santulan aur lach... Read More
  Yoga karne se lab 1. Yoga se sharirik aur manshik dono tarah se sehat achi rehti hai . 2.yoga vajan ghatane mein madad karta hai. 3.Yoga karne se blood sugar kam hota Hai.  4 yoga se acchi nind aati Hai.  5. Yoga karne se acchi nind aati Hai.  6. Yoga se chot ka bacha hota Hai. 7.Yoga karne se tvacha per nikhaar aata Hai. 8. Yoga se pachan tantra acha hota Hai. 9.Yoga  se takat santulan aur lachilapan badhta hai. 10. Yog se atmavishwas badhta hai.  11. Yoga karne se chinta aur tanav se Rahat milati hai.  12.Yoga karne se hriday gati niyantrit rahti hai.  13. Yoga se raktchap per niyantran rahata hai. 14. Yoga se agargtabadhati hai. 15 .yoga se hamara sharir swasth aur sehatmand rahata Hai.
Read Full Blog
Vans****@gmail.com 25 Dec 2024 376 Views

Yoga karne se pahle kin kin baton ka Dhyan rakhna chahiye, yah janenge aap is blog mein

Yoga karne se pahle ine 15 baton ka Dhyan jarur  rakhna chahie  1.Yoga karne se pahle snan Karen . 2. Yoga karne se pahle do ghante Tak kuchh Na khae . 3. Yoga karne ke liye Shan aur hawadar jagah chune.  4. Yoga karne se pahle Man Ko shant Karen aur bure vicharon ko dur Karen. 5.Yoga karne ke liye aaramdayak suti kapde  pahnane chahie. 6.Yoga karne ke liye halke aasan se shuruaat karni chahie. 7.... Read More
Yoga karne se pahle ine 15 baton ka Dhyan jarur  rakhna chahie  1.Yoga karne se pahle snan Karen . 2. Yoga karne se pahle do ghante Tak kuchh Na khae . 3. Yoga karne ke liye Shan aur hawadar jagah chune.  4. Yoga karne se pahle Man Ko shant Karen aur bure vicharon ko dur Karen. 5.Yoga karne ke liye aaramdayak suti kapde  pahnane chahie. 6.Yoga karne ke liye halke aasan se shuruaat karni chahie. 7.Yoga   karne ka sahi samay Surya nikalne ya Surya chhipne ke bad . 8. Yoga karte samay ya yoga karne ke bad Thanda Pani Nahi Pina chahie.  9. Yoga karne ke bad kam se kam 1 ghante Tak Nahaye. 10. Agar koi medical samasya ho to doctor se Salah Lene chahie.  11. Yoga karte samay Apne sharir per jabardasti na Karen. 12. Yoga karte samay sahi tarah se abhyas karna jaruri hai.  13.Yoga aamtaur per surakshit hota Hai, lekin galat mudra mein yog karne se manspeshiyon mein khinchav aa sakta hai. 14. Aapko apni sehat ke hisab se yoga karna chahie ya Kisi doctor ki Salah leni chahie.  15. Yoga abhyas ke ant mein savasan Karen.
Read Full Blog
Vans****@gmail.com 25 Dec 2024 407 Views

Yoga karne se pahle Jaan lijiye ye niyam koi nukshan nahi hoga isse bhul se bhi andekha na kare

YOGA ke niyam  Yoga ke niyam se samajhne se pahle yah samajhna mahatvpurn Hai ki vah 8 ang yog ke dusre Ang hai. Patanjali yog sutron me varnit way 8 yog, aatmgyan aur moksh ki prapti ke liye ek margdarshak Hai . Yaha yog ke 5 niyam hai 1.sauch Sharirik aur mansik shuddhta.  Sharir ko saaf rakhne ke साथ-साथ vicharon ko bhi shuddh rakhna.  Niyamit snan,Saaf kapde pahnana aur apne aaspcaas ki Safai... Read More
YOGA ke niyam  Yoga ke niyam se samajhne se pahle yah samajhna mahatvpurn Hai ki vah 8 ang yog ke dusre Ang hai. Patanjali yog sutron me varnit way 8 yog, aatmgyan aur moksh ki prapti ke liye ek margdarshak Hai . Yaha yog ke 5 niyam hai 1.sauch Sharirik aur mansik shuddhta.  Sharir ko saaf rakhne ke साथ-साथ vicharon ko bhi shuddh rakhna.  Niyamit snan,Saaf kapde pahnana aur apne aaspcaas ki Safai ka Dhyan rakhna.  Man ko nakaratmak vicharon Se dur rakhna.  2.santosh Santoshti aur kartyagya  Apne aas pass maujud chijon mein santusht rahana. Lalach aur irshya Se dur rahana. Jivan mein aane wale chunautiyon ko swikar karna.  3.tapas Aatm anushasan aur kathorta.  Apne Man aur sharir ko niyantran karne ke liye prayas karna.  Niyamit yog abhyas, Dhyan aur pranamyam karna. Aalsi aur sukhwad Se dur Hai kiska.  4. Svadhyaya  Aatm adhyayan.  Apne bhitar ki awaaz Ko Sunna. Guru ke margdarshan mein rahana.  Shastron ka adhyayan karna aur aatmgyan prapt karna.  5.isvar pranidhana  Ishwar mein samarpan . Apne karmon ko Ishwar ko samarpit karna.  Ishwar mein Vishwas rakhna aur unke margdarshan ka palan karna.  Yog ke niyam ka palan karne se vyakti ka sharirik mansik aur adhyatmik swasthya sudharta hai.Yah yah niyam hamen Apne bhitar Shanti aur santulan ko khojne mein madad karte Hain.    
Read Full Blog
Vans****@gmail.com 25 Dec 2024 414 Views

Kya aap jaante hai yoga ki paribhasha kya hai?Jane yoga ki paribhasha kya hai iss per

                                  YOGA Yoga Bharat ke sabse Pramukh Sanskrit niryaton mein se ek hi hai sirf pose aur Dhyan se kahin adhik hai isliye main aap yoga kya hai iske niyam ke upyogon aur fayda ke bare mein sab kuchh janenge . Aaiae jaane  Kya aap jaante hai yoga ko yog bhi kehte hai  Yoga ,yog ka Hi ek Roop Hai. yog Shabd Sanskrit ke usaj Shabd se bana hai jiska Arth judna ya ekjut hona... Read More
                                  YOGA Yoga Bharat ke sabse Pramukh Sanskrit niryaton mein se ek hi hai sirf pose aur Dhyan se kahin adhik hai isliye main aap yoga kya hai iske niyam ke upyogon aur fayda ke bare mein sab kuchh janenge . Aaiae jaane  Kya aap jaante hai yoga ko yog bhi kehte hai  Yoga ,yog ka Hi ek Roop Hai. yog Shabd Sanskrit ke usaj Shabd se bana hai jiska Arth judna ya ekjut hona. YOG  Kya hai  Yog aadhyatmik sharirik aur mansik prathaon ka ek samuh Hai jiski utpati prachin Bharat mein hui thi .yog ka shabdik Arth Hai jodna. yog sharirik vyavam sharirik mudra aasan Dhyan sans Lene ki taknikon vyavam Ko jodta Hai is Shabd ka Arth Hi yogyata bhautik ka swayam ke bhitar aadhyatmik ke sath Milan hai . Yugman aur sharir Manav aur prakriti ke bich ek purn jutane ka sanket deta hai. Yog ke abhyas ka ullekh rigved aur upnishdon mein bhi milta Hai. Yog Hindu Darshan 6 Darshan mein se ek hai. Yog se aath niyaman aur uchit Chetna viksit hoti hai.Yog ka abhiyan swasthya aur vishram ke liye Kiya jata hai. Yoga hamare sharir ke liye bahut jaruri hai. yah hamare Man Ko shant karta hai. Hamen rojana yoga karna chahie.
Read Full Blog
Vans****@gmail.com 25 Dec 2024 398 Views

Blog Catgories