Kabhi Socha Hai Subah utho aur Bahar Ek bhi ped Na Ho Na Hariyali na Chidiya ki awaaz na Thandi Hawa dar lagta hai na.
Saans Lena Mushkil ho jaega ped Hamen oxygen Dete Hain aur Hamari chhodi Hui carbon dioxide Ko Le lete hain Agar ped Na Hote To Hawa Mein jahrili gas badh jaati Sans Lene Mein taklif hoti log bimar padane lagte Ek Bada ped 1 Sal Mein Itni oxygen deta hai, jitni Char Logon Ko jivi...
Read More
Kabhi Socha Hai Subah utho aur Bahar Ek bhi ped Na Ho Na Hariyali na Chidiya ki awaaz na Thandi Hawa dar lagta hai na.
Saans Lena Mushkil ho jaega ped Hamen oxygen Dete Hain aur Hamari chhodi Hui carbon dioxide Ko Le lete hain Agar ped Na Hote To Hawa Mein jahrili gas badh jaati Sans Lene Mein taklif hoti log bimar padane lagte Ek Bada ped 1 Sal Mein Itni oxygen deta hai, jitni Char Logon Ko jivit Rahane ke liye chahie hoti hai Barish Aana Band Ho Jaega ped badalon ko Apni Taraf khinchte Hain Jahan Jyada ped hote hain vahan Jyada Barish hoti hai agar ped Na Hote To Barish kam Ho Jaati Khet sukun De lagte Kisan ko Anaaj Nahin Milta Garmi Itni badh Jayegi ki Rahana Mushkil ho jaega Agar ped Nahin Honge janwar aur pakshi kahan Jaenge Agar ped Nahin Hue to janwar aur pakshi bhi Marne lagenge Pani Ki Kami ho jayegi Kyunki Jab ped hi nahin Rahenge to pani bhi sukhne lagega sari Mitti Bah Jayegi Bina pedon ke.
Last point
Ped Nahin to Jivan Nahin ped sirf Lakadi Nahin Hai vah Hamari Sans Hai Hamari Chhaya Hai Hamara future hai aaj Ek ped lagao cal Duniya Ko Bachao Tumne Aakhri bar kab ped Lagaya Tha comment Mein Jarur batana.
Thankyou.
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
15 Nov 2026
19 Views
Likes: 0
Aajkal Ham Apne Ghar Ko sajane ke liye bahut Kuchh late Hain mahanga furniture Sundar Parde acchi Khushbu wale spray per Ham yah Bhul Jaate Hain Ki Sabse Jaruri chij Hamare ghar ki Hawa Hai Bahar ka Pradushan To Hamen dikh Jata Hai per ghar ke andar ki gandi Hawa chup chap Hamare sehat kharab Karti rahti hai isase Sar Dard khansi allergy aur Nind na Aane Jaisi problem hoti hai Iska sabse Aasan aur...
Read More
Aajkal Ham Apne Ghar Ko sajane ke liye bahut Kuchh late Hain mahanga furniture Sundar Parde acchi Khushbu wale spray per Ham yah Bhul Jaate Hain Ki Sabse Jaruri chij Hamare ghar ki Hawa Hai Bahar ka Pradushan To Hamen dikh Jata Hai per ghar ke andar ki gandi Hawa chup chap Hamare sehat kharab Karti rahti hai isase Sar Dard khansi allergy aur Nind na Aane Jaisi problem hoti hai Iska sabse Aasan aur Sasta Ilaaj hai ghar mein paudhe Lagana Kuchh paudhe Aise Hote Hain Jo Hawa se jahrile gas ko khinch lete hain aur Hamen saaf oxygen Dete Hain aaiae Jante Hain unke bare mein . Tulsi Tulsi ko sabse Pavitra paudha Mana Jata Hai yah Din Raat Hawa ko saaf Karti Hai Iski Khushbu se machhar bhi Dur rahte hain ise Roj Thodi dhup chahie aur Halka Pani ise Ghar Ke Angan ya balkani Mein rakho. Aloe vera Yah paudha raat mein bhi oxygen deta hai isliye ise bedroom Mein Rakhna sabse Achcha hota hai yah Hawa se formaldehyde Jaisi gandi gais ko saaf Karta Hai ise bahut kam Pani chahie Hafte Mein Ek Se Do Bar hi Kafi hai. Snake plant Ise log SAS ki jibh bhi Kahate Hain yah 24 ghante oxygen deta hai aur Bina dekhbhal Ke Bhi Sal Bhar Jinda rahata Hai Agar Tumhen paudhon ki dekhbhal karna Nahin Aata to yah paudha Tumhare Liye Hi Hai. Money plant Yah ghar mein sabse Aasan lagne wala paudha hai yah Hawa Se benzeen Jaise jahrile gas ko khinch leta hai yah Pani Mein Bhi lag jata hai aur Mitti mein bhi ise drawing room ya kitchen Mein Laga sakte ho. Spider plant Yah paudha Chhota hota hai per kam bahut bada Karta Hai yah carbon monoxide Jaise Khatarnak gas ko saaf Karta Hai ise latkane wale gamle me , lagao bahut Sundar lagta hai. Last important point Paudhe Lagana sirf shok Nahin Hai yah Apne Parivar ki sehat Ka Khyal Rakhna hai agar tum apne ghar mein inmein se teen se Char paudhe bhi Laga loge to tumhare ghar ki Hawa pahle se bahut saaf ho jayegi tumhare ghar mein inmein se kaun sa paudha hai comment Mein Jarur batana Thankyou
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
11 Nov 2026
146 Views
Likes: 0
Garmi aate hi sabse pahle ped murzane Lagte Hain Patte Peele pad Jaate Hain Mitti Sukh jaati hai aur Chhota Sa paudha 2 din ki Tej dhup Mein Hi Sukh Jata Hai per Agar thoda sa Jyada Dhyan Rakha Jaaye to Garmi mein bhi ped ekadam Hare bhare Rahenge aaj main aapko Sath Aise Aasan tarike bata rahi hun jo Main Khud Apne Gaon Mein Karti hun Pani shobha ya sham ko hi den Garmi Mein Sabse Badi Galti log...
Read More
Garmi aate hi sabse pahle ped murzane Lagte Hain Patte Peele pad Jaate Hain Mitti Sukh jaati hai aur Chhota Sa paudha 2 din ki Tej dhup Mein Hi Sukh Jata Hai per Agar thoda sa Jyada Dhyan Rakha Jaaye to Garmi mein bhi ped ekadam Hare bhare Rahenge aaj main aapko Sath Aise Aasan tarike bata rahi hun jo Main Khud Apne Gaon Mein Karti hun Pani shobha ya sham ko hi den Garmi Mein Sabse Badi Galti log dopahar Mein Pani De Dete Hain dopahar Mein Pani dalte hi vah bhap Bankar Ud Jata Hai ped Ko Milta Hai Nahin Hamesha Pani Subah 6:07 Baje ya sham ko Suraj Rahane ke bad De is time bhi hoti hai aur Pani Jadon tak pahunchta hai Jad ke pass Ghas ya sukte Patte bichha De Ise mulching Kahate Hain ped ke Jad ke Charon Taraf sukhe Patte Ghas ya bhusa bichha De isase fayda yah Hoga Ki Mitti jaldi sukhegi Nahin aur dhup Sidha Jad per Nahin Lagegi yah Tarika Chhote paudhe ke liye sabse Achcha hai. Roj Thoda Thoda Pani De Ek Sath Jyada Nahin Bahut log sochte Hain Ek Din Mein Do balty Pani Dal Denge to teen din ka kam chal Jaega Aisa bilkul mat karo Garmi Mein ped ko Roj Thoda Thoda Pani chahie Hota Hai Ek Sath Jyada Pani dalne Se Jad Csad Jaati Hai Ped ke aaspaas Gaddha banaa ke rakhen Ped ke Charon Taraf Gol Gaddha banaa De jisse Jab Pani do to vah इधर-उधर Bah ke Raste Mein Na pahle Sidha Jad Mein Jaaye aur West Na Ho yah Gaddha Garmi Mein ped ki jaan bacha leta hai aur Gobar ki Khad dalen Patte kaatna band kar de
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
09 Nov 2026
111 Views
Likes: 1
Shahar Mein Log Kahate Hain Gaon Mein Kuchh Nahin Hai per Sach to yah Hai Gaon Mein vah Sab Hai Jo Shahar Mein paison Se Bhi Nahin Milta vah Hai Prakriti ki aawajen Shahar Mein Sirf gadi aur machine ki awaaz Aati Hai Gaon Mein Prakriti Roj humse baat karti hai bus Hamen sunna Aana chahie. Subah Ki Pahli Awaaz Chidiya Gaon Mein alarm Nahin Bajata Chidiya bajati hai subah 5:00 Baje pura Gaon so rah...
Read More
Shahar Mein Log Kahate Hain Gaon Mein Kuchh Nahin Hai per Sach to yah Hai Gaon Mein vah Sab Hai Jo Shahar Mein paison Se Bhi Nahin Milta vah Hai Prakriti ki aawajen Shahar Mein Sirf gadi aur machine ki awaaz Aati Hai Gaon Mein Prakriti Roj humse baat karti hai bus Hamen sunna Aana chahie. Subah Ki Pahli Awaaz Chidiya Gaon Mein alarm Nahin Bajata Chidiya bajati hai subah 5:00 Baje pura Gaon so raha hota hai tab Chidiya sabse pahle uthati hai vah isliye bolati Hai Taki Sabko Pata Chale Ab subah ho gai hai uth jao Shahar Mein yah Awaaz Kabhi Nahin Sunai Deti. Dopahar ki awaaz ped ke patte Dopahar Mein Jab Hawa Chalti Hai To ped ke Patte Aise bajate hain jaise Koi धीरे-धीरे gana Ga Raha Ho बड़े-बड़े ped Ke Niche baitho Aankh band karo To Aisa Lagta Hai Jaise Prakriti Ne AC Chala Diya ho yah thandak Shahar ke AC mein bhi nahin milati. Shyam Ki Awaaz Ghar Wapas Aate janwar Sham ko Jab gay Khet Se Wapas Aati Hai unke gale ki ghanti bajati hai aur Dur Se bacchon Ke khelne ki awaaz Aati Hai yah Awaaz batati hai ki din khatm ho gaya hai ab Sab apne ghar ja rahe hain. Barish se pahle Ki Awaz Gaon Mein Barish Aane Se Pahle hi pata chal Jata Hai mendhak जोर-जोर se bolane Lagta Hai Hawa Mein Mitti ki Khushbu Aane lagti hai aur Aasman Mein Jab bijali chamkati Hai To Pura Gaon ek second ke liye Ujala ho jata hai Shahar Walon Ko to yah pata hi nahin chalta Ki Barish Kab Aaegi unko to mobile dekhna padta hai. Raat Ki Awaz jhingur aur sannata Raat ko Gaon Mein sabse sundar Awaaz aati hai jhingur ki awaaz pura Gaon Shant ho jata hai sirf jhingur bolate hain aur Upar aasman Mein Tare dikhte Hain Shahar Mein Raat Ko Bhi Shor hota hai per gaon ki raat mein Itni Shanti Hoti Hai Ki Dil Ko sukun Mil Jata Hai. Ant mein main sirf Yahi Kahana chahungi Prakriti sirf dekhne ki chij nahin hai sunane ki chij bhi hai jo log Gaon Mein Rahte Hain vah bahut Kismat Wale Hain Kyunki unke pass Prakriti ki yah 5 aawaje Roj free mein milati hai Tumne inmein se kaun si Awaaz Suni Hai comment Mein batana. Thankyou????
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
08 Nov 2026
137 Views
Likes: 0
Maine apne phone ko ghar per chhod diya tha Aur pedon Ke bich sirf 20 minut Chali Thi Wapas Aaye To Laga Jaise Kisi Ne Mere Dimag ka Bojh Halka Kar Diya Ho Kya Tumne Kabhi Aisa mahsus Kiya Hai Jab man bahut Pareshan Ho Dil ghabra raha ho aur tum Kisi ped Ke Niche jakar baith jao to Achanak Sans aasani se aane Lagti Hai. Usi ko Japan Mein forest bathing Kahate Hain Forest bathing kya hai? Iska ma...
Read More
Maine apne phone ko ghar per chhod diya tha Aur pedon Ke bich sirf 20 minut Chali Thi Wapas Aaye To Laga Jaise Kisi Ne Mere Dimag ka Bojh Halka Kar Diya Ho Kya Tumne Kabhi Aisa mahsus Kiya Hai Jab man bahut Pareshan Ho Dil ghabra raha ho aur tum Kisi ped Ke Niche jakar baith jao to Achanak Sans aasani se aane Lagti Hai. Usi ko Japan Mein forest bathing Kahate Hain Forest bathing kya hai? Iska matlab yah nahin hai ki jungle mein jakar Nahana hai Japan Mein isko shinrin yoku Kahate Hain, iska matlab hai Jungle aur y o k u matlab Jungle Ki Hawa Mein Nahana Bina phone Bina music Bina jaldi bus pedon ke bich धीरे-धीरे Chalna Unki Khushbu Lena patton Ki Awaaz Sunna Mitti ko mahsus karna ham Sharar Mein Rahte Rahte bhul gaye hain, ki Ham bhi is nature ka hissa hai forest bathing Hamen Wapas hi Vahi Yad dilata hai science kya Kahta Hai yah sirf man ka vham hai, ped apne aap ko bachane ke liye ek Khushbu chhodate Hain jisse Phytoncides Kahate Hain Jab Ham usko Sans Mein Lete Hain To Hamara stress hormone cholesterol kam ho jata hai 20 minut pedon ke bich Rahane Se Dil Ki Dhadkan dhimi Ho Jaati Hai BP normal hone lagta hai jo Roj 20 minut nature mein rahte hain unko raat mein bhi Nind jaldi Aati Hai Japan ki research Mein Pata Chala Hai Ki forest bathing Se Hamare Sharir ke natural killer sales badh Jaate Hain Jo Bimari Se ladte Hain matlab ped Hamen Bina dawai Ke Dawai de rahe hain
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
07 Nov 2026
184 Views
Likes: 0
Jab Bhi Ham ped ki baat karte hain sabse pahla Sawal Yahi Aata Hai Ek ped Kitni oxygen deta ? to suno Ek Bada aur Hara Bhara ped Ek Sal Mein lagbhag 100 se 120 kilo oxygen deta hai Matlab Ek ped ki oxygen se do logon ka pure Sal Ka Sans chal sakta hai Socho Jo oxygen cylinder aspataal Mein hajaron rupaye ka Milta Hai vah ped Hamen bilkul free mein deta hai Ped Hamen Sans deta hai oxygen factory...
Read More
Jab Bhi Ham ped ki baat karte hain sabse pahla Sawal Yahi Aata Hai Ek ped Kitni oxygen deta ? to suno Ek Bada aur Hara Bhara ped Ek Sal Mein lagbhag 100 se 120 kilo oxygen deta hai Matlab Ek ped ki oxygen se do logon ka pure Sal Ka Sans chal sakta hai Socho Jo oxygen cylinder aspataal Mein hajaron rupaye ka Milta Hai vah ped Hamen bilkul free mein deta hai Ped Hamen Sans deta hai oxygen factory Din Mein dhup Se khana banata hai ise Vigyan Mein Prakash sanshleshan Kahate Hain ismein vah Hamari chhodi Hui gandi Hawa yani carbon dioxide leta hai aur Badle Mein Hamen Shuddh oxygen Deta Hai Ek Neem Ka ped Ek Pipal ka ped Ek bargad ka ped yah to Din Raat oxygen Dene Wale ped Mane Jaate Hain Pipal to raat mein bhi Thodi oxygen deta hai isliye Dadi Nani Pipal ko Devta Manati thi Ped Garmi kam Karta Hai prakrutik AC Jahan ped Jyada hote hain vahan Garmi 4 se 5 degree kam hoti hai ek Bada ped Ek Din Mein 400 litre Pani Hawa Mein chhodata Hai jisse aaspaas ki Hawa Thandi Ho Jaati Hai matlab Ek ped 10 AC ke barabar thandak vah bhi Bina bijali ke Bil ke deta hai isliye Gaon Mein Neem Ke Niche baithane per jo thandak milati hai vah Shahar ke AC mein bhi nahin milati Ped Barish Lata hai Jab Tej Barish Aati Hai To ped ki Jade Mitti ko pakadkar rakhti hai agar ped n ho to Sari upjau Mitti Bah jaati hai aur Khet Banjar Ho Jaate Hain Ek ped per 100 Se Jyada Chidiya gilhari Titli aur madhumakkhi rahti hai ped kaatne ka matlab Unka Ghar Ujad Dena Hota Hai isliye Hamen kabhi bhi ped Nahin kaatna chahie ped lagana Puja Se Kam Nahin Hai Kyunki ped Lagana matlab Kisi Ki Jindagi Bachana To Batao Tumne Aakhri bar kab Ek ped Lagaya Tha comment Mein batao
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
06 Nov 2026
168 Views
Likes: 0
Agar ped bol sakta to kya Kahta? Ek Din Subah Tum utho aur tumhare ghar ke bahar wala ped Tumse bolane Lage hello suno to sahi Mujhe Tumse Kuchh Kahana hai tum Dar jaaoge Na? Per sach mein agar ped bol sakta to vah kya Kahta? Aaj main tumko Vahi Suna rahi hun Ek ped ki baate Main sirf ped Nahin hun main Tumhara purana dost hun Tumko Yad Hai Jab Tum Chhote the tum meri Dali per Jhula bandh...
Read More
Agar ped bol sakta to kya Kahta? Ek Din Subah Tum utho aur tumhare ghar ke bahar wala ped Tumse bolane Lage hello suno to sahi Mujhe Tumse Kuchh Kahana hai tum Dar jaaoge Na? Per sach mein agar ped bol sakta to vah kya Kahta? Aaj main tumko Vahi Suna rahi hun Ek ped ki baate Main sirf ped Nahin hun main Tumhara purana dost hun Tumko Yad Hai Jab Tum Chhote the tum meri Dali per Jhula bandh kar jhulate the tum bade ho gaye per main Vahi Khada Hun Tum School Gaye college gaye job per Gaye per Main Kahin Nahin Gaya Tumhare doston Ne Tumko Chhod Diya Hoga per main ne Kabhi Nahin Chhoda Garmi ho ya Sardi barish ho ya tufan main Yahi Khada Raha Tumhare Liye Jab Tum Rote ho to main sab dekhta hun ek din ek ladki I Thi mere pass school se Roti Hui Uske Hath Mein Ek Kati Hui copy Thi usmein se likha tha vah mere tane se Chipak Ke Boli ab ghar jakar mummy bahut dantegi main Kuchh Nahin bola Kyunki Main bol Nahin Sakta tha per Main ne Apni Ek Dali Thodi Jhuka Di, Taki use per Thodi Chhaya a Jaaye aur vah thodi der aaram se baith sake Agar main bol sakta to use Din use Kahta Rona band kar Ek exam se Jindagi khatm Nahin Hoti cal fir se TRAI karna main Yahi hun Garmi Mein Sab Yad karte hain sardi mein koi nahin yah Meri Sabse Badi Shikayat Hai Garmi Mein Sab Aate Hain bhai is ped Ke Niche bike Laga De Chhaya Mein Baithe Hain aur sardi mein koi poochhta bhi nahin log muffler pahan ke mere pass se nikal Jaate Hain Jaise Main Hun hi Nahin Agar main bol sakta to Kahta yaar dost Tu Har Mausam Mein Hota Hai Sirf sardi Mein Nahin, Mujhe Pani Nahin Thoda Pyar chahie log sochte Hain ped ko sirf Pani chahie Nahin mujhe bhi Thoda Pyar chahie Jab Tum Meri Dali Tod dete ho na to mujhe bhi Dard Hota Hai Jab Tum Mere tane per Apna Naam likh dete ho to mujhe lagta hai tumne mujhe Jakhmi kar diya Agar main bol sakta to Kahta mujh pr nam mat likho bus Mere niche 2 minut baith jao mujhe Vahi Kafi hai Aakhri Baat Jo ped Tumse Kahna Chahta Hai agar ped bol sakta to Aakhri mein sirf ek line likhta main tumse Kuchh Nahin Mangta bus Jab Bhi mere pass se nikalo Ek Bar ruk Ke Muskura Dena Kyunki Jis Din Main Nahin rahunga use Din Tumko samajh aaega ki Chhaya ac nahin milati ped se milati hai. And main tumse Ek Sawal? :Ab batao agar Tumhare Mohalle wala ped bol sakta to vah tumse sabse pahle kya Kahta comment Mein Jarur batana main Sabke comment padhungi.
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
05 Nov 2026
161 Views
Likes: 1
Subah 5: baje ki Prakriti aur Hamare dimag per uska Jaadui Asar Kya aap kabhi Subah 5:00 Baje Uthe Hain Main Kuchh Din pahle Tak Nahin uthati Thi mujhe lagta tha Subah uthana bahut Mushkil Hai per ek din main apne aap 5:00 Baje uth Gai aur Maine Jo Dekha vah main aapko batana chahti hunUse Samay ki Hawa mein dawai hoti hai subah 5:00 Baje Hawa mein bilkul Shor Nahin Hota main gadiyon ka Dhuan na H...
Read More
Subah 5: baje ki Prakriti aur Hamare dimag per uska Jaadui Asar Kya aap kabhi Subah 5:00 Baje Uthe Hain Main Kuchh Din pahle Tak Nahin uthati Thi mujhe lagta tha Subah uthana bahut Mushkil Hai per ek din main apne aap 5:00 Baje uth Gai aur Maine Jo Dekha vah main aapko batana chahti hunUse Samay ki Hawa mein dawai hoti hai subah 5:00 Baje Hawa mein bilkul Shor Nahin Hota main gadiyon ka Dhuan na Halla Jab vah Thandi Hawa Chehre per Lagti Hai To Aisa Lagta Hai Jaise dimag Dhul gaya ho doctor bhi Kahate Hain Subah Ki Hawa Mein sabse Jyada oxygen hoti hai jo Hamare dimag ko Shant karti hai Pakshiyon ki awaaz se dimag khush ho jata hai 5:00 Baje na to insanon ki awaaz Hoti Hai Naye phone ki bus chidiyon ki awaaz Hoti Hai Maine notice Kiya use Awaaz Ko sunkar Man ka tension apne aap kam ho jata hai yah Kisi gane Se Bhi Jyada sukun Deti Hai :Mobile ke bina wala dimag Ham din bhar phone dekhte hain per Subah 5:00 Baje Prakriti Itni Sundar hoti hai ki phone Yad hi nahin aata Jab Ham Bina phone ke 20 minut Prakriti ko Dekhte Hain To Hamara dimag din bhar Jyada Achcha kam Karta Hai padhaai Mein man lagta hai aur gussa kam Aata Hai. Prakriti Sabse Badi doctor hai Aur Subah 5:00 Baje uski clinic khulati Hai aapane Kabhi Subah 5:00 baje ki Prakriti dekhi hai aapko kaisa laga tha comment Mein Jarur bataen
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
03 Nov 2026
192 Views
Likes: 0
Mitti ki Pahli Barish mein jo Khushbu aati hai uska naam kya hai ?90% log Nahin Jante :Kya aapane Kabhi Socha Hai Garmi ke bad Jab Pahli Barish Mitti per girti hai To Itni Meethi Si Khushbu kahan se Aati Hai Ham Sab Ko yah Khushbu bahut pasand hai per 90% log iska naam Nahin Jante is Khushbu ka naam hai Petrichor. Yeh shabd do Greek shabdon Se Milkar banaa hai petra matlab Pathar aur Eicher mat...
Read More
Mitti ki Pahli Barish mein jo Khushbu aati hai uska naam kya hai ?90% log Nahin Jante :Kya aapane Kabhi Socha Hai Garmi ke bad Jab Pahli Barish Mitti per girti hai To Itni Meethi Si Khushbu kahan se Aati Hai Ham Sab Ko yah Khushbu bahut pasand hai per 90% log iska naam Nahin Jante is Khushbu ka naam hai Petrichor. Yeh shabd do Greek shabdon Se Milkar banaa hai petra matlab Pathar aur Eicher matlab Deewan ka Sharir mein bahta hua Khoon 1964 Mein do Australian scientist Ne is naam ko diya tha to Ek Khushbu Aati kahan se hai aaiae a Se Lekar Z Tak batati hun Asal Karan paudhon ka tel Jab lambi Garmi padati Hai To paudhe apni Raksha ke liye ek Tarah ka tel Apne patton Se nikaalte Hain yah Tel Mitti aur pattharon per Jama ho jata hai yah Prakriti Ka Tarika Hai paudhon Ko Sukha hone se bachane ka Mitti Mein Ek bacteria hota hai Jiska Naam hota hai to yah bacteria Ek chemical banata hai Jiska Naam Hai usmein Shabd ka matlab hai Dharti Ki gand Hamari naak is gand ko bahut Tej Sun Leti Hai Chahe vah bahut Thodi Matra Mein Hi Kyon Na Ho Jab Barish Ki bunde Teji se Sukhi Mitti per girti hai to Hawa Ke छोटे-छोटे Bulbule bante Hain yah Bulbule phat-te Hain, aur use paudhon ke Tel aur min Ko Hawa Mein Uda Dete Hain Vahi Hawa Jab Hamari Nag Tak pahunchti Hai To Hamen lagta hai ki Mitti Mahak rahi hai.
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
02 Nov 2026
247 Views
Likes: 1
Prakriti ki sundarta?? aur Hamare liye uska mahatva :Prakriti Bhagwan ka Diya hua sabse sundar Tohfa hai Jab Ham Subah uthkar ugate Hue Suraj ko dekhte hain Thandi Hawa ko mahsus karte hain ya chidiyaon ki awaaz sunte Hain To Hamara pura din Achcha ho jata hai Prakriti Ka Har Swaroop bahut Pyara Hai Jaise Pahadon Se girta Hua Pani Hare bhare ped Raat Mein Chamakte Chand Tare Aur Rang birange Phool...
Read More
Prakriti ki sundarta?? aur Hamare liye uska mahatva :Prakriti Bhagwan ka Diya hua sabse sundar Tohfa hai Jab Ham Subah uthkar ugate Hue Suraj ko dekhte hain Thandi Hawa ko mahsus karte hain ya chidiyaon ki awaaz sunte Hain To Hamara pura din Achcha ho jata hai Prakriti Ka Har Swaroop bahut Pyara Hai Jaise Pahadon Se girta Hua Pani Hare bhare ped Raat Mein Chamakte Chand Tare Aur Rang birange Phool Jab Bhi Ham padhaai ya Kisi kam mein thak Jaate Hain To Kisi Park mein jakar Hari Ghas Mein baithane Se Hi Hamara Sara Tanav Dur ho jata hai Prakriti sirf Sundar hi Nahin balki Hai Hamari sabse acchi dost aur Man Ki Tarah Iske Bina Ham Insan Ek Din Bhi Jinda Rahane Ki Soch Bhi Nahin Sakte Prakriti Ne Hamen Jeene Ke liye bahut sari Anmol chijen Di Hain. ??
Read Full Blog
rk11****@gmail.com
01 Nov 2026
186 Views
Likes: 0