Samanya gharelu durghatnayen

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Aaj ka yog vigyan ka yog Hai is Yuva mein samaj mein naye machini ka prayog hota Hai ghar aur Bahar donon jagah CS savdhani hone per durghatnayen Ho jaati Hai iske atirikt kide makode Janwar Aadhi ke kaatne se durghatna hoti hai aisi vyavastha mein prathmik Shiksha ki jaati Hai. Tatha jivan Sankat se ubhara jata hai.

        Durghatna ? ka Karan

1.Asavdhani_

Aaj vyakti itni jaldi karya karna chahta hai ki usse apni jindagi ka bhi Dhyan nahin rahata sadak per karne chalne firne athva vahan chalane aati Main Aisa adhyan Dhani bartana Ko durghatna ka Samna karta hai. 

2. Ashiksha tatha agnanta_

Bahut Si machini ki paryapt jankari na hone se athva machinon ko chalane ka gyan n hone ke Karan bhi durghatna ho sakti hai.

3. Sharirik asamarth_

Kabhi kabhi group Se asamarth hone per bhi durghatna ka khatra banaa rahata hai Jaise pairon se viklang hone per durghatna ka hona. 

4. Sarvjanik sthanon per bheed bhad ke Karan_

Kabhi kabhi adhik bheed bhad hone per durghatna Ho jaati Hai log gir sakte hain athva behosh bhi ho sakte hai.

5. Jeev jantu ke kaatne per_

Saamp Bandar kutte aadi ke kaatne se bhi durghatna sambhav Ho jaati Hai.

 

 




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments