Pratiksha
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Swasthya Keval rok athva durbalta ki anupsthiti hi nahin balki sampurn sharirik Mansi tatha samajik samasta ki avastha hai.
Sadharan Daya swasthya ka Arth vyakti ki Rog mukt dasha se lagaya jata hai jabki Swastik ka Sahi Arth yah nahin hota Hai.
Vishva swasthya sangathan ke anusar swasthya Shabd mein manushya ka Keval sharirik swasthya hi nahin Varna iske mansik v vegatmak swasthya ko bhi sammilit Kiya jata hai. Aadhunik swasthya vigyan bhi Manav sharir ke vibhinn angon ki adhiktam kushti tatha Vikas karke manushya ki karya kushalta badhane ki baat kahta Hai.
Vishwasya sangathan name 1948 mein swasthya ki paribhasha is prakar Di Hai, sharir Keval Rog aur durbalta se mukt n Ho balki vahi sharir swasth rogon jismein sharirik vah mansik shaktiyon ka purn Vikas Ho, Sath hi samajik Roop se vah ek Kushal vyakti Ho Sath hi samajik Roop se vah ek Kushal vyakti Ho.
Aaj vigyan ke dwara yah siddh ho gaya hai ki jo bhi vyakti niyamit vyayam Karta Hai , Rog use dur bhagate Hain. Jayam karne se sharir ke sabhi tantra apna karya sucharu Roop se karne lagte Hai. Hamari karya kshamta tatha pachan Shakti mein vriddhi hoti hai. Hamari manspeshiyan majbut hoti hai. Rakt shuddh hota Hai tatha vibhinn prakar ke bhayankar Rog bhi dur Ho jaate Hai. Vyayam shuru karte samay vyayam ke niyamo ko avashya Jaan lena aur uska palan karna chahie.
Vishram tatha nidra ka swasthya se atut sambandh hai. Karya करते-करते vyakti Tak jata hai. Uski manspeshiyan thak jaati Hai. Atah use vishram tatha nidra ki avashyakta padati hai. Are you, karya tatha sharirik shram ke anusar nidra hi bhinn Matra ki avashyakta hoti hai . Shishu ko vaishyako ki apeksha adhik nidra ki avashyakta Hoti Hai navjaat Shishu ko 18 se 21 ghante nidra Lene ki avashyakta hoti hai. Aayu badhane ke sath nind ki avashyakta ghatati jaati Hai. Ek swasth v vyakti ko samanyata 7 ghante Sona 7 ghante Sona chahie. Paryapt nind Lene se sharir ki thakan MIT jaati Hai, sharir mein bane vishaile padarth bahar nikal jaate Hai. Uthate hi sharir mein sefurti Anubhav hoti hai.
Nidra lete samay kuchh baton ka Vishesh Roop se Dhyan rakhna chahie.yathasam ese Se Sona aur uthana chahie, Sony ka sthan how are you saaf suthra hona chahie. Nidra se 2 ghante purv bhojan kar lena chahie. Munh dhakkan nahin Sona chahie tatha swachh jile vastra pahankar Sona chahie aadi.
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
partiksha
@DigitalDiaryWefru