Mansik aaya:-
Yah vyaktitva ka ek bahut mahatvpurn aayam hai yah aaya mansik vah baudhik kshamtaon se sambandhit hai mansik aayam itna Vishal hai ki ise andekha nahin kar sakte mansik aaya mein hi vyaktitva ki vastvik pahchan nihit hai vyaktitva Tak samaj ke Kalyan ke liye koi yogdan nahin de sakta jab tak ki vah mansik roop se saksham Na Ho aur usne paryapt Gyan arjit na kiya ho dekhne mein aakarshak nahin thi parantu usmein virakshan, mansik AVN baudhik gun the truck, Chintan, answer Gyan nirnay Lene ki kshamta aadi ka Vikas Shiksha ke dwara hi sambhav hai ismein koi sandeh nahin ki yah sabhi gun janmdata hote hain parantu inhen kuchh Seema Tak grahan bhi Kiya ja sakta hai yadi koi vyakti S
angharsh v adhigam per abhi Jor deta hai, to vah apekshakrit adhik buddhijivi ban sakta hai. ??
Doli
@DigitalDiaryWefru