Vyakti ke aayam
Dekha jaaye to vyaktitva swayam mein ek purn ikai hai, Jo anek aayamon ya pahal vo se milkar bani hai yah aaya ek dusre se atyant per ghatata se Jude hue ek parantu pratyek aayam ka apna hi prachalan Kshetra hai vyaktitva ke yah aaya ek sath milkar vyakti ke vyaktitva ka Nirman karte hain vastav mein, vyaktitva vibhinn pahalvan ki ek sangathi vah ekikrit chhavi hai jiske antargat mansik aayam, sharirik aayam, bhavnatmak aayam vah mansik aaya Shamil hai vyaktitva Ko vighatit nahin kiya ja sakta hai vyaktitva ke vibhinn aayam Keval suvidha ko Dhyan mein rakhte hue anek bhagon mein baithe hue hain dusre aayamon ke sandrbh ke Bina kisi bhi aayam ko samuchit roop se nahin samajha ja sakta hai ek aaya dusre aayam ko prabhavit karta hai ☺️☺️
Doli
@DigitalDiaryWefru