Vyaktigat ka Arth~
Vyaktitva angreji mein personality ka Hindi paryay hai is Shabd ki utpati Latin shabd se Hui hai; jiska Arth hai-Kota ka nakab purani Unani sabhyata mein natakon mein vibhinn abhineta dwara mor photo nakab ka prayog Kiya jata tha samanyatah kisi vyakti ka vyaktitva uske bahari roop rang se nahin hota vastav mein pratyek vyakti mein kuchh Vishesh gun ya visheshtaen hoti hai jo dusre vyakti mein nahin Hoti ine gunon AVN visheshtaon ke Karan hi pratyek vyakti ek dusre se bhinn hota hai vyakti ke ine gunon ka samooche vyaktitva kahlata hai iske avastha Na hokar ek ghatyatmak samashti hai jis per parivesh ka prabhav padta hai aur ISI Karan se usmein Parivartan aa sakta hai vyakti ke Aacharya vichar vyavhar kriyaon aur gatividhiyon mein vyakti ka vyaktitva jhalakta usmein Parivartan a sakta hai vyakti ka samast vyavhar uske vatavaran ya parivesh mein samayojan karne ke liye hota hai. ??
Dusre shabdon me, samanya roop se vyaktitva vyakti ke roop, gun, abhiruchi, Samarth, yogyata AVN vyavhar aadi ka sangathan hai, Jo use Anya vyakti se alag Karta hai yah vyakti ke paksh Gyan, bhavnaon, abhiprernaon aur vibhinn paristhitiyon mein uske vyavhar ko prabhavit Karta hai vyaktitva se abhipriya vicharon ke dhanche,, samajik, samayojanon v समय-समय per kisi vyakti dwara niyantran pradarshit vyavhar se hai, Jo kisi vyakti ki ashaon, aatmbodhu, drishtikon AVN mulyon ko atyadhik prabhavit karta hai manovigyan mein abhi tak vyaktitva ki paribhasha per koi ekmat (vichar) nahi ban Paya hai .??
Doli
@DigitalDiaryWefru