Prakriya- sarvpratham sidhe khade ho jaaiye tatha kamar Sidhi rakhiye donon hathon ko sidhe rakhte hue apni hatheliyon ko ghutnon per rakhiye apni Aankhen band kar lijiye vah sharir rakhiye na sikhao se gehra shwas lijiye moh se sawal bahar chhod dijiye, taki fefadon mein kam se kam vayu rahe shwas ko bahar hi rok kar aage jhukia Apne hathon ki hatheliyon se ghutnon per dabav daliye koniya Sidhi kijiye vah kandhon ko upar ki or uthaie turant hi Jalandhar bandh lagaiye arthat thodi ko chhati se Laga dijiye pet ki manspeshiyon ko andar ki or tatha upar ki or khinche jitni der is sthiti mein rah sake utna paryatan avashya kijiye FIR pet ki manspeshiyon ko dhila chhode hathon ko bhi dhila chhod dijiye FIR gardan ko Sidhi karte hue swas andar le jaaye samanya avashya avastha Hone Tak rukiye FIR yahi kriya dur aaiae is prakriya ko kam se kam 3 se 5 bar dohrae is bandh ka aabhasi hardiy Rog ,uchch raktchap, amavasya, glucoma, ya auto mein ulcer hone wale vyakti Ko nahin Karna chahie. Labh- 1- yah tanav tatha chinta dur karta hai. 2- yah prusth bhag ke sabhi angon mein rakt ka sanchar badhata hai. 3- iske dwara udhar ke angon ke malish hoti hai. 4- iske abhyas se adhivak ka granthiyan santulit roop se karya karti hai. 5- iske abhyas se susti dur hoti hai. 6- yah udhar tatha amashe mein Hone wali bimariyon; Jaise-kavach, upchaan, madhumeh, pet ke kide aadi mein lapart hota hai.
Doli
@DigitalDiaryWefru