Retailing ka Parichay

꧁ Digital Diary ༒ Wefru – India's Largest Writing Community ༒ Read, Write & Grow ༒꧂



1 min read · 1,266 views

Retail ka Arth aur mahatva

Pad retail francisi bhasha ke shabd retailer se banaa hai Jiska Arth hota hai Tukdon Mein bantana ya Badi chij ko Todkar Chhota banana

Ab Ham Shabd retail ko Dekhte Hain Jo Ek Aisi Vyapar gatividhi hai jismein grahakon ki avashyakta ke anusar vastuen Chhoti Matra Mein bechi Jaati Hain

Retailing ko upbhog ki vastuon ke vastvik Pratiyogita Tak Vitran dwara pahunchane ka antim Charan Mana Jata Hai atah ismein upbhoktaon Ko unke vyaktigat ya gharelu khapat ke Saman Aur sevaon Ke vipanan ki Sabhi gatividhiyan Shamil Hain

Udaharan ke liye Ham Apne aaspaas ke sthanon mein retailing ki Vibhin gatividhiyon ko chalane wale Kirana dukandaron ko dekhte hain

Up next ₹50 बचाकर कोई कैसे खड़ा कर सकता है पैसों का पहाड़? ये सीक्रेट खुला तो होश उड़ जाएंगे Suveta Notiyal · 323 views

FAQ

No FAQ Available.

shobhit kumar

shobhit kumar

Profile Complete

मेरा नाम शोभित कुमार शर्मा है मुझे 4 साल से कॉलेज में पढ़ने का अनुभव मैं गवर्नमेंट गर्ल्स इंटर कॉलेज में वोकेशनल ट्रेनर हूं

मेरी शैक्षिक योग्यता हिंदी से M.A  B.ed और एमएससी कंप्यूटर साइंस है मेरा uptet और सीटेट भी क्वालीफाई है

 




Ask the author

Have a question about this post? Send it straight to the author — only they will see it.

Sign in to ask the author a question.

Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.

to comment.
Abhi koi comment nahi. Pehla comment aap karo.




<