hardya ke dhadakne ki dar:70-75 prati minute hoti hai.
parisancharan ki vikratiya: 120/80mm samanya rakt chap hota hai .rakt dab 140/90mm ho jay to vaha adhik tanaav ko darshata hai.
hardya me char kosthak hote hai:bayan aalind , dayan aalind aur bayan nilaya , dayan nilaya.
hardaya kam kaise karta hai:prarambh me mana ki hardya ke charo kaksh shithil avashtha me hai aur hardya anushithil avashtha me hai is samaya trivalan ya dvivalan kapat khule rahte hai jisse rakt fupfus shira aur mhashira se bayen aur dayen aalind se hote hue bayen aur dayen nilaya me phuchte hai.
Leave a comment
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Arya malhotra digital content writer
@DigitalDiaryWefru