Company Logo

Kakul Digital Content Writer

WEFRU2550291115202
Scan to visit website

Scan QR code to visit our website

Blog by Kakul Digital Content Writer | Digital Diary

" To Present local Business identity in front of global market"

Meri Kalam Se Digital Diary Submit Post


MethiliSharan Gupt


Maithilisharan Gupt ka janm Jhansi jile ke chirgaon Namak gaon mein Seth ramcharan Gupt ke yahan San 1886 isvi mein hua tha inke pita ki Hindi sahitya mein se shuru jite hi Gupt Ji ki Shiksha Diksha Ghar per hi Hui/ ghar ka sahitya Ko vatavaran hone ke Karan inke man mein Kavita ke prati Ruchi jagrit Hui Aacharya mahaveer Prasad Dwivedi ke sanidhy se unke Kavya jivan Ko Navin parinaam prapt Hui Di... Read More

Maithilisharan Gupt ka janm Jhansi jile ke chirgaon Namak gaon mein Seth ramcharan Gupt ke yahan San 1886 isvi mein hua tha inke pita ki Hindi sahitya mein se shuru jite hi Gupt Ji ki Shiksha Diksha Ghar per hi Hui/ ghar ka sahitya Ko vatavaran hone ke Karan inke man mein Kavita ke prati Ruchi jagrit Hui Aacharya mahaveer Prasad Dwivedi ke sanidhy se unke Kavya jivan Ko Navin parinaam prapt Hui Divya Ji ke aadesh per Gupt Ji ne sarvpratham khadi boli mein Bharat Bharati Granth ki Rachna ki/

Inki yah Rachna rashtriy bhavnaon se paripurn hai Bharat Bharati se inhen atyadhi Parishad Mili iske pakshat is Prem samaj sudhar Dharm rajniti bhakti aadi sabhi vishay per inki lekhni nirantar chalti Rahi rashtriy vishayon per lekhni ke Karan ine rashtriy Kavi ki upadhi se vibhushit Kiya Gaya/

Aacharya mahaveer Prasad Dwivedi ko yah apna sahitya Guru aur pad per darshak mante the Goswami Tulsidas ke jivan mein jo sthan mahaveer Hanuman ka hai vahi sthan Gupt ji ke jivan mein mahaveer Prasad Dwivedi ka inhone swayam is  vishay mein likha/

Karte Tulsidas bhi kaise, Manas-nad

Mahaveer ka yadi, unhen milta nahin pasand 

Gupt Ji ko Saket mahakavya per Hindi sahitya sammelan mein Mangla Prasad paritoshik pradan kar sammanit Kiya Agra aur Prayag vishwavidyalay ne inhen de lete ki Manak upadhi aur Bharat Sarkar ne San 1944 ve mein Padma Bhushan ki upadhi se alankar Kiya yah do bar rajyasabha ke sadasya bhi manovignit kiye Gaye/

Divedi Yug ke sarvadhik lokpriya kaviyon mein Maithili Sharan Gupt ka murdhani sthan hai inmein wale kal se hi Kavya sarjan ki Pratibha dikhai dene lagi thi inki pranpi rachnaen Kolkata se prakashit hone wali veshyaon ko Bharat Patrika mein prakashit hoti thi/

Aacharya mahaveer Prasad Dwivedi ke sampark mein aane ke upranthin ki rachnaen Saraswati Patrika mein prakashit hone lagi Saraswati use samay ki sabse pratishthit sahitya Patrika Tejas mein apni Rachna prakashit karane ke liye pratyek sahityakar Lala Lalit rahata tha/

San 1909 isvi mein inki Pratham Kavi Rachna rang mein bhang ka Prakashan hua iske pakshat hua/1982 mein unke dwara Rachit suprasiddh Kati Bharat Bharati ka Prakashan hua is Kriti ne inhen apar khyati dilai iske pakshat Gupt Ji ne panchvati jhankar Saket aur yashodhara Jaisi avitie kritiyon ka srijan kar sampurn Hindi sahitya Jagat ko apni Pratibha se visham mat kar Diya Hindi kavita mein khadi boli ke Swarup nirdharan aur uske Vikas mein Gupt ji ka mulya yogdan hai inke kavitaon ka mukhya suar rashtrabhakti aur rashtra Prem raha hai ISI Karan rashtriy Kavi ki upadhi se bhi ghoshit Kiya Gaya Saraswati ke is upasak ka 12 December 1944 ko Inka nidhan Ho Gaya/

Gupta Ji aadhunik kal ke sarvadhik pratishth aur lokpriya Kavi Hain inke 40 maulik tatha 6 anudit pustaken prakashit hai inki Bharat Bharati mein Desh ke pratish karo aur group ki bhavnaon per aadharit kavitaen sankalit hai to Saket Shri Ram Charitra Manas ke pakshat Hindi mein Ram Kavya ka Anupam Granth hai yaShahdara sadharan mein inhone Jahan upeksha Dhara ke charit ko Kavya ka Aadhar banaya vahi Saket mein umra Mila AVN kekkiyon ke Charitra ko pratishtha Kiya dua per Jay Bharat Vishnu Priya mein Gupt ji ke hidanpa nhus trign aadi ke Charitra ko Navin gufa mein prastut karke Inka udhar Kiya/


Read Full Blog...


Dharmveer Bharati


DharamVeer  Bharati ka jivan Parichay  Dharmveer Bharati ka janm 25 December Sun 1926 isvi ko Allahabad mein hua tha/ inhone Allahabad vishwavidyalay se m.a p.h.d. Upadhyay prapti ki Bachpan se hi sahitya mein inki Ruchi thi/ inki rachnaen tatkalin samasyaon mein prakashit hone lagi inhone kuchh samay Tak aapattik Patra Sangam ka sampadan bhi gaya tatpachat Allahabad vishwavidyalay mein... Read More

DharamVeer  Bharati ka jivan Parichay 

Dharmveer Bharati ka janm 25 December Sun 1926 isvi ko Allahabad mein hua tha/ inhone Allahabad vishwavidyalay se m.a p.h.d. Upadhyay prapti ki Bachpan se hi sahitya mein inki Ruchi thi/ inki rachnaen tatkalin samasyaon mein prakashit hone lagi inhone kuchh samay Tak aapattik Patra Sangam ka sampadan bhi gaya tatpachat Allahabad vishwavidyalay mein Hindi ke pradhyapak niyukt hue/ vahan bhi yah adhik samay Tak nahin rahe/

sahitya seva ki Prabal Bhavna ne inko Swatantra lekhan ke liye prerit Kiya aur yah jivan paryant Hindi sahitya ki vibhinn vidhaon aur Kavya Kshetra mein karya karte rahe Inka nidhan 4 september 1997 isvi mein hua/

Bharati ji bahumukhi Pratibha ke dhani sahityakar the inhone Hindi sahitya ki nibandh, natak, Katha, upnyas, aur Kavita ine sabhi vidhaon mein utkrusht lekhan kiya/ Safal sampadak aur anuvadak ke roop mein bhi yah khayati prapt hai aalochana ke Kshetra mein yah prachin video per Parhar karne ke liye prasiddh hai/

Allahabad ke sahitya Pravesh ne inke jivan Ko bada prabhavit Kiya vahan rahte yah Nirala pant Mahadevi Verma tatha doctor Ramkumar Verma Jaise mahan sahityakaron ke sampark mein aaye ine sahityakaron se inhen sahitya sarjan ki Prerna prapt Hui aur unki sahitya Pratibha mein nikhara aata chala Gaya desh ki vibhinn Patra patrikaon mein inke nibandh aur kavitaen prakashit hone lagi/

Is prakar yah ek yashasvi sahityakar ke roop mein Hindi sahitya mein pratishthit hue inhone sahitya ki jis bhi pita ko Apne likhane se sparsh Kiya vah Dhanya Ho uthi upniwas ke Kshetra mein gunahon ka Devta Kavya ke Kshetra mein kanupriya AVN andha Yug ka koi sane nahin hai nisandeh Hindi sahitya mein Inka Vishesh sthan hai/

Inke ek aalochak ke shabdon mein ham kah sakte hain ki "jivan se niraash" aur vikart Manas parvartiyon ka manovigyan adhyayan prastut karne aadhunik vaigyanikta se bhara Kranti sabhyata ko Mili hai inke sahitya sevaon ke liye inhen Bharat Sarkar dwara Padma Shri se sammanit Kiya Gaya/ 

Is prakar spasht hai ki nai Kavita tatha gadh- sahitya ke Vikas mein to Inka yogdan avismarniy hai "Dharm Yug' ke sampadan mein inki patrakarita ki utkrushtta bhi pramanit hai/

Sankalit path "thele per himan liye" Inka Yatra vartman shreni ka samast AVN nibandh hai yah inke nibandh sangrah uthele per Himalaya se उधर to hai prastut nibandh mein inhone Nainital se ko sahne Tak kiya tha ka rochak AVN manoram sele mein sachiv varnan Kiya hai is Yatra vardhanta mein inhone hi man liye Soundarya ke aise mahak Chitra khinche Hain ki Pathak ke samne Himalaya swayam upsthit hokar use Apne Soundarya ke sadhan ke liye Himalaya parvat hetu aamantrit karne ke sath yah Apne saman uncha uthne ki chunauti deta-sa partit hai-"himmat hai? Unche uthoge?"


Read Full Blog...


Pandit Shriram Sharma


Pandit Shriram Sharma ka jivan Parichay Super Sid rashtriya swatantrata Sangram senani aur Hindi varmiy mein shikar sahitya ke pranayanta pandit Shriram Sharma ka janm Uttar Pradesh ke Mainpuri jile ke tirthra gaon (makkhanpur ke nikat) 23 March 1892 isvi ko hua tha/yah Bachpan se hi aatm vishvasi nidar vaisa hi sthit hai/Bachpan mein kitne hi saamp ko marne wala yah (balak) aage chalkar videshi s... Read More

Pandit Shriram Sharma ka jivan Parichay

Super Sid rashtriya swatantrata Sangram senani aur Hindi varmiy mein shikar sahitya ke pranayanta pandit Shriram Sharma ka janm Uttar Pradesh ke Mainpuri jile ke tirthra gaon (makkhanpur ke nikat) 23 March 1892 isvi ko hua tha/yah Bachpan se hi aatm vishvasi nidar vaisa hi sthit hai/Bachpan mein kitne hi saamp ko marne wala yah (balak) aage chalkar videshi sheshnagho se judne mein bhi piche nahin Raha/ 

Inki prarambhik Shiksha sameep ke hi gaon makkhanpur mein Hui inhone Allahabad vishwavidyalay se BA ki Pariksha Uttar ki tatpachat yah patrakarita se jud gaye aur "Vishal Bharat" ka sampadan karne lage ISI ke sath inhone swatantrata aandolan mein prakriya bhag lekar Desh- seva ki inka ghar swatantrata- aandolan ke krantikariyon ka Yojana Sthal tha Desh-seva karte hue inhone anek jail yatraen bhi ki sahitya aur Bhumi ki seva karte hue hai/ nirbhik yoddha lambi ruknata ke bad San 1967 isvi mein swargvasi ho gaya/

Shri Ram Sharma ne apna sahitya jivan ek Kushal patrakaar ke roop mein aarambh Kiya/inhone"Vishal Bharat"ka sampadan patrkarita ke Kshetra mein ek mahan Kranti ko janm Diya/ is Patra ka swatantrata -aandolan main lekin yogdan Raha iske atirikt inhone Shri Ganesh Shankar Vidyarthi ke Dainik Patra Pratap mein sahasampadak ke roop mein karya Kiya inhone swikar sahitya mein Vishesh khyati prapt ki Inka sahitya rashtriy ki Bhavna,aur deshbhakti, se ot-prodh sahas bhi karta aur sfurti per dene wala tha/

Shri Ram Sharma Hindi mein shikar sahitya ke prasiddh lekhak rahe Hain vastutah Hindi -sahitya mein shikar -sahitya ka prernata hone ka sharir inhin Ko Diya jata hai Inka Shikhar- sahitya saras hone ke sath-sath rochak awam romanchpurn hai/

Inhone apni rachnaon mein van-akshitro ka to sajeev varnan Kiya hai Sathi Vanya jivon ke swabhav aur vibhinn paristhitiyon mein unke manubhav ka bhi Sundar chitran kiya hai patrakarita ke sath hi inhone shikar sahitya sansmaran aur jivan lekhan ki without mein ullekhne karya Kiya/ "San 42" ke sansmaran aur "seva gram ki diary" aatmkathamak shaili mein likhi gai inki prasiddh kar diya hai/inke prasiddh kar diya hai/

Shikhar sahitya se sambandhit lekhon mein ghatna vistar ke saath -saath pashuon ke manovigyan ka samyak Parichay dete hue inhone unhen paryapt rochak banane mein safalta prapt ki hai inhone gyanvardhak AVN vicharon ka chak lekh bhi likhe Hain Jo bhi vibhinn Patra patrikaon mein samay-samay per prakashit hote rahe hain/

 


Read Full Blog...


Mahadevi Verma


Mahadevi Verma ka jivan Parichay Mahadevi verma ji ka janm Farukhabaat ke ek shikshit aur sambhrant mein Parivar mein San 1907 isvi mein Uttar Pradesh ke purv ka bad mein hua tha/ inke pita Govind Prasad Verma bhagal mein ek vidyalay mein pradhanacharya aur Nana Braj bhasha ke achche Kavi the Mata hemRani Verma Param vidushi mahila thi ine sabhi ke prabhav ke Karan Madhavi Verma ek Safal pradhanac... Read More

Mahadevi Verma ka jivan Parichay

Mahadevi verma ji ka janm Farukhabaat ke ek shikshit aur sambhrant mein Parivar mein San 1907 isvi mein Uttar Pradesh ke purv ka bad mein hua tha/ inke pita Govind Prasad Verma bhagal mein ek vidyalay mein pradhanacharya aur Nana Braj bhasha ke achche Kavi the Mata hemRani Verma Param vidushi mahila thi ine sabhi ke prabhav ke Karan Madhavi Verma ek Safal pradhanacharya aur bhavuk kaviyatri ban gai / inki Mata Mera aur Kabir ke pad bade bhav aur le ke sath Gaya karti thi/ ve swayam bhi Kavita Kiya karti thi Mata ke Aacharya vichar ka Mahadevi per bada prabhav pada/Kavya nipunta inhen Apne Nana se Ishwar ke prati Anurag apni man se tatha Safal Aacharya tauu ke gun pita se prapt hue/is per karya shreshth kaviyatri nirgun aur avyakt ki paramsadhika AVN vidushi pradhanacharya ban Saki/

Mahadevi Verma ne Indore mein prarambhik Shiksha prapt karke krasthavet girls College Allahabad mein Shiksha prapt ki Inka Vivah 11 varsh ki alpayu mein hi doctor Swaroop Narayan Verma se ho gaya sasur ke virodh ke Karan inki Shiksha mein vah vardan a Gaya unke deha Vasan ke bad inhone purn Shiksha prarambh ki or Prayag vishwavidyalay se mm Sanskrit ki Pariksha Pratham shreni mein Uttaran ki iske pakshat Prayag mahila vidha pet ki pracharya niyukti Hui Jahan session 1965 isvi mein avkash grahan Kiya inki sahitya Sadhna anwart chalti Rahi yah Uttar Pradesh nidhan Parishad ki manoneet sadasya bhi Rahi/ 

Inko nirja per sex sariya tatha Yama paramangla Prasad puraskar bhi prapt hue Bharat ke Rashtrapati ne inhen Padma Shri ki upadhi se Alka Kiya/  San 1983 isvi mein shrimati Indira Gandhi ne Bharat Bharati Prakash pradan kar kar inhen Hindi-sahitya ki sarvshreshth kaviyatri ghoshit Kiya inki Kriti 'Yama' per England ki tatkalin pradhanmantri shrimati thaharne inhen gyanpith puraskar se sammanit Kiya kumayun vishwavidyalay ne inhen San 1975 isvi mein d.lit ki Manat upadi se sammanit Kiya/

Hindi sahitya ki sparm sadhika ka 11 September 1987 isvi ko aap shramik nidhan Ho Gaya/

Mahadevi Ji ki parivarik prusthbhoomi Kavya Mai hone se inhen bhi Bachpan se hi Kavya nugrag tha use samay ki prasiddh nari Patrika "Chand" mein inki rachnaen chhaptiti bad mein unhone Chand ka sampadan bhi Kiya inhone sardiyon se upekshata nari ke "kalyankari" roop ko Apne Kavya mein utaar kar pahchan Di inhone Dehradun mein sahitya aashram ki sthapna ki inhone Parivar mein "sahityakar sansad" Namak Sanstha ki sthapna karke Hindi sahitya ke Prasar-prachar mein mananiy yogdan kiya/


Read Full Blog...


Ravindarnath teigor


Sahity mai nobel puraskar se sammanit teigor ji ka janm ek brahman parivar mei hua tha/ inke pita ka naam Devendarnath teigor tatha mata ji ka naam Sharda devi tha\  inke pita tatha dada atyant sampann vyakti hone ke karan rajsi that-bat ke sath jeevan vyatit karte the\ inke parivar samaaj mei ataydhik samman tha, isi samman ke karan log inke dada aur pita ko thakur kah kar bulate the\ yahi t... Read More

Sahity mai nobel puraskar se sammanit teigor ji ka janm ek brahman parivar mei hua tha/ inke pita ka naam Devendarnath teigor tatha mata ji ka naam Sharda devi tha\  inke pita tatha dada atyant sampann vyakti hone ke karan rajsi that-bat ke sath jeevan vyatit karte the\ inke parivar samaaj mei ataydhik samman tha, isi samman ke karan log inke dada aur pita ko thakur kah kar bulate the\ yahi thakur shabd angreji ke parbhav se teigor ban gaye\

ghar mei nokaro ki adhikta aur vilasita ke ataydhik sadhno ke karan inko swatantartapurvak ghumne tatha khelne ke avsar prapt na kar sake\ ye swam ko bandi jesa anubhav karte huy ataydhik khinn rahte the\

teigor ji ki prarambhik siksha bangla bhasha mei ghar par hi aarambh hui\ prarambhik siksha prapt hone ke pashchat inka parvesh pahle kalkatta ke oriyantal seminar vidhalay mei karaya gaya\ oriyantal seminar vidhalay aur fir narmal vidhalay mei karaya gaya\ vidhalay ke vatavaran mei inka mann nahi lagta tha; atah: inko ekant bahut priy tha\

vidhalay siksha samapt karne ke pashchat inke pita ne beiristari ki padhai ke liye inhe ingleind bheja, kintu ye beiristari ki digri puri kiy beena kalkatta lot aaye/

Ravindarnath teigor sahitaykar, vicharak, deshbhakt aur uchchkoti ke darshnik the\ sarasvati ke is mahaan aaradhak ka 7 augast, 1941 isvi ko inka nidhan ho gaya/

8 vaesh kio aayu mei inhone pahli kavita likhi aur fir piche mudkar nahi dekha\  'geetanjali'  ki rachana karke ye vishvkavi ban gaye\  isi kriti ke liye inhe san 1913 mei sahitay ka sarvadhik partishthit nobel puraskar prapt hua\ inhone sahitay ki nibandh, kavy, kahani, upnyas, naatak aadi sabhi mukhye vidhao mei sahitay rachana ki\   sahitay ke sath-sath inhone nartay, sangeet, chitarkala awam abhinay mei bhi apni partibha ka loha mannvaya/  

sahitay awam sangeet ki kitni hi nai sheiliya inhone viksit ki/ aaj kala awam nartay-sangeet mei inke dvara viksit nai sheiliya inhi naam se jaani jaati hai/ bangla bhasha mei inke dvara likhe gaye do hajar se adhik geet 'Ravindar sangeet' ke naam se jaane jaate hai aur banglabhashiyo ke dvara ataydhik ruchi ke sath sune jaate hai/ ye {naatakkar}, geetkar,sangeetkar, chatarkar aur nartay kalakar the/ 

Rashtargan ''Jan-gan-man'' aur bangla desh ka rashtaegan ''aamar shonar bangla'' bhi inhi ki vishvparsidhdh rachnaye hai/vishv mei keval inhi ko do rashtaro ke rashtargan ka lekhak hone ka gorav prapt hai./  teigorji kyoki bahumukhi partibha ke dhani sahitaykar the; inhone sahitay ki sabhi parmukh vidhao mei sahitay-rachana ki/ 


Read Full Blog...


Kedarnath Agrawal


Kedarnath Agrawal ka jivan Parichay  Kedarnath Agrawal ka janm 1 April San 1982 mein kamasin gaon banda (Uttar Pradesh) main hua tha inhone snatak Allahabad vishwavidyalay Allahabad mein se tatha LLB ki Pariksha DAV College Kanpur mein Uttaran ki/Hindi sahitya sammelan Prayag dwara inhen San 1989 isvi mein sahitya Vachan Pati ki Manak upadhi tatha Bundelkhand vishwavidyalay Jhansi dwara sant... Read More

Kedarnath Agrawal ka jivan Parichay 

Kedarnath Agrawal ka janm 1 April San 1982 mein kamasin gaon banda (Uttar Pradesh) main hua tha inhone snatak Allahabad vishwavidyalay Allahabad mein se tatha LLB ki Pariksha DAV College Kanpur mein Uttaran ki/Hindi sahitya sammelan Prayag dwara inhen San 1989 isvi mein sahitya Vachan Pati ki Manak upadhi tatha Bundelkhand vishwavidyalay Jhansi dwara sant 1994 isvi mein d lit  ki upadhi pradan ki gai /

Kedarnath ji ke sahitya ka udan ka Samman karte hue ine samay samay per bhi bhinn sansthaon dwara puraskar Kiya Gaya jinmen soviyat land ke Nehru puraskar Uttar Pradesh Hindi Sansthan Lucknow ka vishisht Samman sahitya akadami Samman Madhya Pradesh sahitya Parishad Bhopal ka Tulsi AVN Maithili Sharan Gupt Samman Pramukh hai/ 

Bahumukhi Pratibha ke Dainik Kedarnath Ji ne Jin vibhinn vidhaon mein sahitya Rachna ki, unmen nibandh upnyas Yatra vartman sahitya aur kavitaen ke roop se sammilit hai inhone kul 24 Kavya sangrah ho 1, anuvad, teen nibandh sangrah do Yatra vartman to tatha ek Patra sahitya ki Rachna ki inke is Rachna sansar ka vistar San 1947 isvi se lekar 1900 isvi tak hai Inka Pratham Kavya sangrah "Yug ki Ganga" San 19 47 isvi mein prakashit hua Inka nidhan 22 June san 2000 isvi Ko Ho Gaya/


Read Full Blog...


Kaka kalelkar


Kaka kalelkar ka jivan Parichay  Kaka kalelkar ka janm ek sampann aur pratisht Parivar mein San 1885 isvi ko Maharashtra ke Satara jile mein hua tha inki Marg se Marathi thi kintu swasthya mein Ruchi hone ke Karan Hindi Sanskrit Gujarati Bangla angreji aadi bhashaon ka achcha Gyan prapt kar liya tha/ Gandhiji ke sanidhy mein Aakar kaga kalelkar rashtriy aandolan se jud Gaye inke jivan per Gan... Read More

Kaka kalelkar ka jivan Parichay 

Kaka kalelkar ka janm ek sampann aur pratisht Parivar mein San 1885 isvi ko Maharashtra ke Satara jile mein hua tha inki Marg se Marathi thi kintu swasthya mein Ruchi hone ke Karan Hindi Sanskrit Gujarati Bangla angreji aadi bhashaon ka achcha Gyan prapt kar liya tha/

Gandhiji ke sanidhy mein Aakar kaga kalelkar rashtriy aandolan se jud Gaye inke jivan per Gandhi ji ke atirikt Ravindra nath Tagore tatha rajvarshi purushotam Jaat Tandon ke sampark ka bhi Gambhir prabhav pada/

Atah inhone apna sampurn jivan rashtra seva aur Jan Kalyan ke karyon ko samarpit kar diya dakshin Bharat Vishesh kar Gujarat mein inhone Hindi ka prachar puratan man lagakar Kiya yah Hindi ke prachar ko rashtriy seva ka ek mante the/

Iske sath hi inhone prachin Bhartiya Sanskriti itihaas bhugol niti AVN tatkalin samasyaon ke Samadhan hetu bhi lekhan_kary kiya/

Kalelkar Ji ne Shantiniketan mein adhyapak, Sabarmati aashram mein pradhanadhyapak aur badauda mein rashtriy Shala ke Aacharya pad per bhi karya Kiya/

San 1934 isvi mein Gujarat Vidyapeeth ke adhyapan_karya mein sanlagn ho gaye gandhivad ke is pracharak ka 21 August San 1981 isvi Ko nidhan Ho Gaya// 

Swatantrata-Sangram senani hone ke Karan inhone anek bar jail Yatra ki yah sanvidhan sabha ke sadasya bhi rahega Aandhi ji ki mrutyu ke pakshat unke Smriti mein sthapit Gandhi sangrhalay ke Pratham sanchalak hone ka Gaurav bhi inhen prapt hua/yah San 1952 isvi session 1997 isvi Tak rajyasabha ke sadasya tatha vibhinn aayog ke adhyaksh bhi rahe/rashtrabhasha prachar samiti ki ne inko "Gandhi puraskar" se sammanit Kiya Bharat Sarkar ne Padma Bhushan ki upadhi se inhen sammanit kiya//

Kaka Sahab ne Hindi aur Gujarati donon hi bhashaon mein Apne lekhni chalai/ inhone anek   Gujarati rachnaon ka Hindi mein anuvad kiya Sathi anek maulik rachnaen bhi Hindi ko pradan ki Inka sahityakar roop Hindi mein mukhyat nibandhkar, sansmaran lekhak jivani aur Yatra vrat lekhak ke roop mein ubhar a/

Gujarat mein Hindi prachar kar rahi hai Kaka Sahab ko hi Diya jata hai inhone unhen kuchh koti ke nibandh likhen/


Read Full Blog...


meerabai


krishan ki prem deewani meerabai ka janm 1498 ismein Mera Rajasthan mein medta ke sameep chaukdi namak gaon mein hua/Jodhpur ke sansthapak Rao Jodha ji ki per putri AVN Ratan Singh ki putri thi Bachpan mein hi inki Mata ka swargvas ho gaya tha atah Inka palan poshan Dada ke dekhrekh mein rajsi thaat bat ke sath hua inke Dada Rao dudha ji bade dharmik swabhav ke the jinka Mera ke jivan per atyadhik... Read More

krishan ki prem deewani meerabai ka janm 1498 ismein Mera Rajasthan mein medta ke sameep chaukdi namak gaon mein hua/Jodhpur ke sansthapak Rao Jodha ji ki per putri AVN Ratan Singh ki putri thi Bachpan mein hi inki Mata ka swargvas ho gaya tha atah Inka palan poshan Dada ke dekhrekh mein rajsi thaat bat ke sath hua inke Dada Rao dudha ji bade dharmik swabhav ke the jinka Mera ke jivan per atyadhik prabhav pada Mera jab Matra 8 varsh ki thi tab bhi unhone Apne man mein Krishna ko prati Swaroop mein swikar kar liya tha inki bhakti Bhavna ke vishay mein dr  Rajeshwar Prasad Chaturvedi ne apne vichar vyakt karte hue likha hai-20 varsh ki avastha mein hi Mera vidhva Ho gai aur jivan ka alaukik Aadhar chhin jaane per ab swabhavik roop se unka Asin isane Anant Prem aur adbhut Pratibha strot Girdhar Lal ki aur umra pada mewad ki rajya Shakti ka ghor virodh sahan karke sabhi ko send karte hue iska pyala pikar bhi unhone Krishna ke prati Apne bhakti Bhavna ko banae Rakha/

Mira ka Vivah chittod ke Maharana sanga ke sabse bade Putra bhojraj ke sath hua tha Vivah ke kuchh samay badhin ke prati Kiya samay ek mrutyu Ho gai/ iska Mera ke jivan per koi prabhav nahin pada kyunki vah to pahle se hi hai Bhagwan Krishna ko Apne Pati roop mein swikar kar chuki thi vah sadaiv Shri Krishna ke charanon mein apna Dhyan kendrit rakhti thi Mira ke is karya se Parivar ke log rost rahte the kyunki unka yah karya rajgranon ki pratishtha ke viprit tha/ 

Mira ke bhajan AVN geeton mein sacche Prem ki peer aur vedna ka vihal roop ek sath paya jata hai Mira ko pura sansar mittiya pratit hota hai isliye vah Krishna bhakti ko Apne jivan ke Aadhar ke roop mein swikar karti hai kaha jata hai ki Hari Tum har rojjan ki peer pankti Kate Kate Mera Bhai San 1586 mein doharika mein karshan ki bhakti Murti mein bhilin ho gai/


Read Full Blog...


Hajari Prasad Dwivedi


Hajari Prasad Dwivedi ka janm San 1909 isvi mein Uttar Pradesh ke baliya jile ke "Dube ka Chhapra" gaon mein hua tha/ inhone aajeevan sahitya -sadhan mein Lage rahakar Hindi -sahitya ko anek utkrusht kar diya pradan ki /upniwas AVN nibandh vidhaon mein inhen visheshta safalta prapt Hui / Hindi sahitya mein inke mahatvpurn yogdan ko rekhankit karte hue doctor Dwarika Prasad saksena ne kah... Read More

Hajari Prasad Dwivedi ka janm San 1909 isvi mein Uttar Pradesh ke baliya jile ke "Dube ka Chhapra" gaon mein hua tha/

inhone aajeevan sahitya -sadhan mein Lage rahakar Hindi -sahitya ko anek utkrusht kar diya pradan ki /upniwas AVN nibandh vidhaon mein inhen visheshta safalta prapt Hui /

Hindi sahitya mein inke mahatvpurn yogdan ko rekhankit karte hue doctor Dwarika Prasad saksena ne kaha hai ki doctor divedi Apne adbhut Rachna Kaushal vividh vichar pradarshan AVN Anupam abhivyanjana ke Karan sahitya ke Kshetra mein mordhan sthan ke Adhikari hai

Aacharya Dwivedi ji ke pita ka naam doctor Anmol Dwivedi aur Mata ka naam shrimati Jyoti Kali tha /

inke jyotish vidha ke mahan gyata the atah vah Apne Putra ko bhi jyotish Aacharya banana chahte the isliye Shiksha ka prarambh Sanskrit se hua inhone Apne pita ki ichcha anusar inter karne ke uprant Kashi Hindu vishwavidyalay se jyotish tatha sahitya mein Aacharya ki Pariksha Uttaran ki/

San 1940 isvi mein yah Hindi AVN Sanskrit ke adhyapak ke roop mein Shanti Niketan Gaye/  vahan anek WhatsApp Tak karya karte hue Gurudev ravindranath ke nikat sampark mein a gaye/to / ye Kashi Hindu vishwavidyalay ke Hindi vibhag mein adhyaksh niyukt hue kuchh samay Tak Apne Punjab vishwavidyalay mein Hindi vibhag ke roop mein bhi karya Kiya/

Rugunavastha ke Karan Inka 72 varsh ki aayu mein aswasthta ke Karan 19 my San 1979 is winco deha Vasan Ho Gaye divedi ji uchch koti kahane dukaan upniwas aalochak ,chintak , tatha odh Karta the/

 


Read Full Blog...


Paremchand


Premchand ka janm 31 July San 1880 isvi mein Uttar Pradesh ke Varanasi jile ke lamhi gram mein hua tha inke bachpan ka naam dhanpat Rai tha kintu yah apni kahaniyan Urdu mein .navab Rai .ke naam se likhate the aur Hindi mein Premchand ke naam se likhi inke dwara Rachit soche vatan ne aisi hulchul machai ki sarkar ne use jabad kar liya/ Read More

Premchand ka janm 31 July San 1880 isvi mein Uttar Pradesh ke Varanasi jile ke lamhi gram mein hua tha inke bachpan ka naam dhanpat Rai tha kintu yah apni kahaniyan Urdu mein .navab Rai .ke naam se likhate the aur Hindi mein Premchand ke naam se likhi inke dwara Rachit soche vatan ne aisi hulchul machai ki sarkar ne use jabad kar liya/


Read Full Blog...



Blog Catgories

<--icon---->