Blog by Kakul Digital Content Writer | Digital Diary
" To Present local Business identity in front of global market"
" To Present local Business identity in front of global market"
Digital Diary Submit Post
Jhansi ki Rani ki samadhi per Is samadhi mein chhipi Hui hai, ek rakh ki deri| jalkar jisne Swatantrata ki, Divya Aarti feri| Yah samadhi hai laghu samadhi hai, Jhansi ki rani ki antim Leela sthali yahi hai, Lakshmi mardaani ki || Yahi kahin per bikhar gai vah, Gagan Vijay mala- si| Uske phool yahi sanchit hai, hai yah Smriti shala-si| Sahe war per war ant Tak, Ladi vir baala-si| Aahut...
Read More
Is samadhi mein chhipi Hui hai,
ek rakh ki deri|
jalkar jisne Swatantrata ki,
Divya Aarti feri|
Yah samadhi hai laghu samadhi hai,
Jhansi ki rani ki antim Leela sthali yahi hai,
Lakshmi mardaani ki ||
Yahi kahin per bikhar gai vah,
Gagan Vijay mala- si|
Uske phool yahi sanchit hai,
hai yah Smriti shala-si|
Sahe war per war ant Tak,
Ladi vir baala-si|
Aahuti- si gir chadhi Chita per,,
Chamak uthi jwaala -se||
Badh jata hai man vir Ka,
Ran mein bali hone se|
mulya vati hote sone ki,
bhasm yatha Sone se||
Rani se bhi adhik hamen ab,
yah samadhi hai pyari|
Yahan nahin tha swatantrata ki,
Asha ki jankari chingari||
Isase bhi Sundar Samadiya,
Ham Jag mein hai pate |
Unki kaha tha per nishedh mein,
Rudra jantu hi gate||
Per kaviyon ki Amar gira mein,
iski Amit kahani |
isane aur sanratiya se gaati,
hai veeron ki Bani||
Bundeli har bolo ke mukh,
humne suni kahani|
khoob Ladi mardani vah thi ,
Jhansi wali rani||
_____Subhadra Kumari Chauhan
Subhadra Kumari Chauhan ka janm San 1904 prayagraj mein hua tha inki rachnaon mein rashtra-bhakti, Prem aur prakriti ka Sundar chitran milta hai| inki Rachna mein Mukul chitradhara bikhre Moti Jhansi ki Rani AVN veeron ka kaisa Ho Vasant Aadi Pramukh hai inki mrutyu 1948 mein hui thi|
Read Full Blog...
Prakriti ki Sikh Parvat kahta shish uthakar, tum bhi unche ban jao| Sagar kehta hai lahra, kar man mein gehrai lao| Samajh rahe ho kya kahati hai utho gir gir taral Tarang| Bhar Lo bhar Lo Apne man mein meethi meethi mrudul Umang| Prithvi kahati hai dhairya na chhodo, Kitna hi ho sir per bhar| Nabh kehta hai pehle itna, dhak Lo Tum Sara sansar| &nbs...
Read More
Parvat kahta shish uthakar, tum bhi unche ban jao|
Sagar kehta hai lahra, kar man mein gehrai lao|
Samajh rahe ho kya kahati hai utho gir gir taral Tarang|
Bhar Lo bhar Lo Apne man mein meethi meethi mrudul Umang|
Prithvi kahati hai dhairya na chhodo, Kitna hi ho sir per bhar|
Nabh kehta hai pehle itna, dhak Lo Tum Sara sansar|
____ SohanlalDwivedi
Read Full Blog...Main A.T.M. hun mera pura naam hai automatic tailor machine kuchh log mujhe Mani machine cash machine aur cash point kahate Hain| itna hi nahin kuchh log pyar se mujhe any time Mani bhi kah dete Hain|
Kuchh varsh pahle Tak logon Ko apna Paisa nikaalne ke liye Bank Jana hota tha| kahin Bank bharose dur hote hain, ismein bahut samay bhi lagta tha| lekin mere a jaane ke bad bankon ne apne khatadharakon ko suvidha de di hai ki vah mere dwara kabhi bhi apna Paisa nikal sakte hain aajkal to main Paisa nikaalne ke alava Paisa jama karne ka aata balance pata karne dusron ke khate mein Paisa bhejne Jaise Kai Anya kam bhi jhatpat kar de raha hu|
Mujhe prayog mein laane ke liye Bank Apne khata dharak ko ek plastic card dete Hain, jise A.T.M. card kahate Hain| ismein card ka number aur kuchh gopniy jankari hoti hai iske prayog ke liye Bank ek gopniy number bhi deta hai jise pin (personal identification number ) kehte hain|
Mera upyog bahut aasan hai meri suvidha prapt karne ke liye machine mein bane kharche mein apna ATM card dalen turant computer screen per bhasha chunne ke liye vikalp aaega aapko Hindi angreji jo bhi Bhasha chunni hai uske samne ka button dabaen ya screen ko touch sparsh Karen iske bad screen per pin number dalne ka bhi galat aaega usmein apna gopniy number Dale ab screen per aaega ki aapko kya seva chahie-------
Paisa nikalna hai khate mein balance pata karna hai ya Anya koi agar aap Paisa nikaalte Hain to withdrawal (nikaasi) ka button dabaen main ab puchunga ki aapko Kitna rupya nikalna hai khali jagah mein utani sankhya bhar de jitna rupya chahie FIR main puchunga ki kya aapko is nikaasi ki parchi chahie yadi han to han ka button daba de thodi der mein aap dekhenge ki aapke dwara chaha Gaya rupya aur parchi bahar a rahe hain||
Iske bad bhi screen per kuchh nirdesh aate rahenge unhen padhte hue apni avashyakta ke anusar viklav chunkar screen ko touch karte athva button dabate rahe|
Yah to Hui mere istemal ki baat per mujhe prayog karte samay kuchh savdhaniyan bhi jaruri hai jaise ki apna pin number kabhi kisi Ko Na bataen main hi kisi ke samne machine mein apna pin number darj Kare|
Hamesha ek bar mein ek hi vyakti Mera prayog Karen bheed hone per andar se logon Ko bahar jaane ko kah de |
Parchi dekhne ke bad Apne sath le jaaye athva kudadan mein dalen kisi bhi prakar ki gandgi ne failaye|
Read Full Blog...
Chetak ki Veerta: Ran- bich chokdi bhar- bharkar, Chetak ban gaya Nirala tha| Rana Pratap ke ghode se pad Gaya hawa ka pala tha || Girta Na kabhi Chetak tan per, Rana Pratap ka koda tha| Vah Daud Raha ari- mastak par, Ya Aasman per ghoda tha| Jo Tanik hawa se bag heeli, Lekar sawar ud jata tha| Rana ki putli free nahi, tab tak Chetak mud jata tha|| Kaushal dikhla jalo mein, ud Gaya bha...
Read More
Ran- bich chokdi bhar- bharkar,
Chetak ban gaya Nirala tha|
Rana Pratap ke ghode se
pad Gaya hawa ka pala tha ||
Girta Na kabhi Chetak tan per,
Rana Pratap ka koda tha|
Vah Daud Raha ari- mastak par,
Ya Aasman per ghoda tha|
Jo Tanik hawa se bag heeli,
Lekar sawar ud jata tha|
Rana ki putli free nahi,
tab tak Chetak mud jata tha||
Kaushal dikhla jalo mein,
ud Gaya bhayanak balon mein|
nirbhik Gaya vah dalo mein,
sarpat dauda karva Lo mein||
Hai yahi Raha ab yahan nahin,
Vah vahi raha, hai vahan nahi|
Kis ari- mastak per kahan nahin||
Badhate nadsa vah lahar Gaya,
Vah Gaya Gaya FIR thahar Gaya |
Vikraal virgin Badal sa,
ari ki Sena per gahar Gaya||
Bhala gir Gaya, gira nishank
hai tapo khan Gaya ang|
berry samaj rah Gaya tang,
ghode ka Aisa dekh rang||
Vimal Indu ki Vishal kirnen,
Prakash Tera bata rahi hai|
Anadi tere Anant Maya, ??️
Jagat ko Leela dikha rahi hai ||
Prasad Teri Daya ka Kitna
yah dekhna ho to dekhe Sagar|
Teri prashansa ka raag pyare Tarang malai kar rahi hai ||
Tumhara simat Ho jisse Nirakhana
Woh dekh sakta hai Chandrika ko ||
Tumhare sine ki dhun mein Na Diya
Ninad Karti hi ja rahi hai||
Jo Teri Hove Daya DayaNidhi,
To purn hota hi hai manorath|
Sabhi yah kahate Pukar karke,
Yahi to asha dila rahi hai ||
Read Full Blog...
Pradushan ke Karan nimnalikhit Karan hai--
Pradushan niman prakar ke hote Hain 1. Vayu pradushan 2. Jal pradushan 3. Dhvni 4. pradushan. 5. Marda pradushan
Vayu pradushan ka shabdik Arth hai vayu ka dushit ho jana oxygen ke atirikt vayu mein kisi bhi gas ki Matra santulit anupat se adhik hone per nahin rahti atah vayu mein kisi gas ki vriddhi ya Anya padarth ka samavesh hona vayu pradushan kahlata hai/
Social mein sabhi jeev carbon dioxide visarjit karte hain tatha oxygen grahan Karta hai kintu hare paudhe Surya ke prakash ki upsthit mein carbon dioxide grahan karte hain tatha vayumandal mein oxygen chhodate Hain is prakar ine donon gason ka anupat santulit banaa rahata hai|
Jal pradushan ka Arth hai jal prapti ke Pramukh stroton ka dushit ho jana jal mein asur Diya AVN hanikarak padarthon ke ghulmil jaane se jal pradushan ho jata hai is prakar kya hanikarak padarth carbonic tatha carbonic padarth bhi ho sakte hain tatha kuchh Jaise bhi ho sakti hai/
Pradushit jal jivan mein vibhinn prakar se Rog utpann kar sakta hai jal pradushakon ke antargat vibhinn Rog utpann karne Wale jivanu vishanu kitanu nashak padarth apvartan avashyak padarth rasayanik khadya carbonic padarthonvek sansthanon se nikalne apshisht tatha vahit Mal Aadi anek padarth ho sakte hain/inse jal pardushan hota hai/
Jal ke pradushit hone se Manav jivan per nimnalikhit prabhav padta hai---
Dhvni pradushan Kashi paryavaran mein anavashyak shor ka vyapt ho jana (noise) AVN avashaniya dhvni hai yah siddh ho chuka hai ki saur manushya tatha niyat sabhi jeev jantuon per viprit prabhav dalta hai, isko bhi paryavaran ka pradushan Mana Gaya hai swar ki trivata sarvan Shakti sharirik santulan Aadi ko sthai ya asthai roop se Hani pahunchati hai/
Is prakar"vayumandal mein utpann ki gai avanchit hone jiska Mano tatha Anya praniyon ke sarvan tantra AVN swasthya per pratikul prabhav padta hai dhvni (shor) pradushan kahlata hai|
Marda pradushan ka Arth hai bhumiya mitti ka dushit ho jana Marta pradushan ke antargat mukhya roop se use Bhumi ke dushit hone ka adhyayan Kiya jata hai jise krishi karyon ke liye arthat faslen ugane ke liye prayog Kiya jata hai vastu mein pradushit jal tatha vayu ke Karan Marta hi pradushit Ho jaate Hain/
Read Full Blog...
Prastavana (introduction) "Paryavaran prakriti dwara pradat UN sabhi padarthon se banaa hai jo swasth jivan vyatit karne ke liye avashyak hai kya Prithvi ka dharatal AVN uski sabhi prakrutik dashaen tatha prakrutik sadhan Bhumi aur Pani parvat v maidan khanij padarth hote pashu jalvayu ki Shakti gurutvakarshan Vidyut AVN vikiran shaktiyan Jo Prithvi per kriyashil hai"| Paryavaran k...
Read More
"Paryavaran prakriti dwara pradat UN sabhi padarthon se banaa hai jo swasth jivan vyatit karne ke liye avashyak hai kya Prithvi ka dharatal AVN uski sabhi prakrutik dashaen tatha prakrutik sadhan Bhumi aur Pani parvat v maidan khanij padarth hote pashu jalvayu ki Shakti gurutvakarshan Vidyut AVN vikiran shaktiyan Jo Prithvi per kriyashil hai"|
Paryavaran do shabdon per hi tatha aavran se milkar banaa hai pari ka Arth hai Charon or tatha aavran ka Arth hai Dhaka hua arthat vah sabhi darshaen Jo hamare vayumandal ko Charon or se dhake Hoti hai paryavaran kahlati hai|
Make our AVN page ke anusar=paryavaran prakriti dwara UN sabhi padarthon se banaa hai jo swasth jivan vyatit karne ke liye avashyak hai pratiyogi ka dharatal AVN uski sabhi prakrutik darshae tatha prakrutik sadhan Bhumi aur Pani parvat AVN maidan khanij padarth paudhe per suj jalvayu ki Shakti gurutvakarshan Vidyut AVN vikiran shaktiyan Jo Prithvi per kriyashil hai|"
Jibart ke anusar ="paryavaran mein hai Jo ek vastu ko Charon or se ghere hue tatha use per pratyaksh prabhav dalta hai"
Prakrutik paryavaran ke antargat jalvayu Bhumi ke utpadak kshamta jungle maidan pahad chadhne samudra ka Surya chandrama Tare pashu pakshi kit Patang Aadi sabhi sammilit kiye jaate Hain prakrutik paryavaran prakriti dwara manushya Ko pradan Kiya jata hai|
Sarokin ke anusar:
"Bhaugolik paryavaran ka sambandh aise paraa kar de dashaon se hai jo manushya se prabhavit hue Bina apna karya karti hai tatha jo manushya ke karyon se Swatantra rahte hue swayam parivartit Ho rahti hai" |
Paryavaran sansar mein Rahane wale pratyay prani ke pure kriyakalap ko prabhavit Karta hai atah paryavaran se nimnalikhit Labh hote hai--
Aaj hamare Charon or ka vatavaran dushit ho gaya hai vibhinn prakar ki Jaan leva bimariyan utpann ho rahi hai ped paudhon ko pratidin kata ja raha hai| aur parinaam Swaroop Aaj paryavaran pradushan ke prati Vishva star per chinta vyakt ki ja rahi hai| parantu is prakar ke karyon ka purv uttardai to manushya per hi hai manushya ne apne vartman swarth hetu bhavishya ko nasht kar diya tatha jeev jantuon ko bhi Hani pahunchai hai|
Yah baat Satya hai ki is Prithvi per prakriti ne pratyek vastu Di hai paryavaran asantulan ke Karan ham bahut se jivan rakshak Jadi-butiyo, vanspatiyon durg Praja prajati ke jeev jantu ko kho dete Hain vastav mein paryavaran ek sacche Mitra ke saman hai atah yah avashyak hai ki ham Apne paryavaran ko bachaye tatha use Apne sanrakshanta pradan Karen paryavaran sanrakshan ko nimnalikhit bhagon mein bant sakte hain------
Manushya hi nahin sabhi jivon ka jalvayu aur mrada se bahut hi pyara sambandh hai jab kabhi koi Aisa bahari padarth ismein a jata hai jiske Karan unke bhautik aur rasayanik gunon mein Parivartan ho jata hai AVN unke gunon mein hue parivartanon se Manav tatha uske upyogi sivon ko Hani pahunchti hai to use pradushan kahate Hain|
Is prakar"jalvayu aur Marda ke bhautik AVN jaivik gunon mein hone wale se parivartanon ko jo manushya ke jivan uske rahan sahan mein uske mahatva ke Anya jivon ko Hani pahunchate Hain pradushan kya kahate Hain|"
Jab paryavaran mein asantulan utpann hota hai to prakrutik aapdaen Jaise-, Sukha, badh, jal pradushan, Marda pradushan, vayu pradushan aur Bhumi mein katao aana vibhinn thiruvon mein antar a jata hai iske parinaam Swaroop jansankhya vriddhi karibi gandgi apradh bhayankar roj banana hote Hain|
Pradushan hai kaisi hawa Chandni sthiti hai jismein bhautik rasayanik AVN jaivik parivartanon ke dwara hawa jal aur Bhumi apni prakrutik gunvatta ko baithte hain aur is Karan jivan prakriya badhit hoti hai aur Pragati roop chahti hai aaj pradushan ki sthiti itni Gambhir ki is rokane ke tatkal prayas kiye jaaye atah bacchon ko kakshaon mein paryavaran ki Shiksha Di jaani chahie aur sath hi unke aadaten ruchiyon v abhivrittiyon ko paryavaran sudhar mein lagana bhi avashyak hai|
Read Full Blog...
Manushya ki avashyakta hai Anant Hoti hai ek avashyakta ke pakshat dusri avashyakta swasth hi utpann Ho jaati hai kintu yah bhi Satya hai ki yadi avashyakta utpann Na ho to avishkar bhi Na hote kaha gaya hai ki avashyakta aavishkar ki Janani hai avashyaktaon ki purti ke liye manushya arthik prayas Karta hai aur vah avashyaktaon Ko bhar sakta pura Karta hai parantu simit sadhanon mein hi Asmita avashyaktaon ki purti karni padati hai hatya karne ka uttardayitv hai ki vah ghar ke sabhi sadasyon ki avashyaktaon ki purti kar unhen santushti pradan kar sake|
Avashyakta manushya ka prakrutik gun hai garbhavastha se Manav ki avashyakta prarambh Ho jaati hai aur jivan paryant chalti rahti hai janm ke pakshat manushya ki avashyakta hai badhati jaati hai aur manushya inhin avashyaktaon ki purti karta rahata hai manushya ki samast kriyaen vibhinn ho sakta dwara prerit hoti hai|
Koi bhi ho sakta hai bina ichcha AVN tatparta ke avashyakta nahin ban sakte dusre sab to main ham kah sakte hain ki--
"Avashyakta vah Prabal ichcha hai jise pura karne ke liye vyakti ke pass uchit sadhan uplabdh Ho tatha vah un sadhanon ka upyog karne ke liye tatpar ho arthat avashyakta ke Mul mein ichcha vaisa donon ke upyog karne ki tatparta ka hona avashyak hai"
Dr. Beske ke anusar "Keval vahi ichchayen avashyaktaen hoti hai jinhen purn Kiya ja sakta hai jinhen pura karke yogya karya mein laane ki tatparta bhi ho|"
Is paribhasha ke anusar kisi vyakti Ko kisi vastu ki ichcha ho tatha use pura karne ke liye uske pass sadhan bhi ho to uski vah ichcha iski avashyakta ban jayegi|
Is prakar avashyakta ke teen tatv hote Hain=
Parivar ki adhiktar avashyaktaon ki purti grahni ko hi karni padati hai asha karni to is baat ka purn gyan hona chahie ki Parivar ke pratyek sadasya ki kaun si avashyakta mahatvpurn hai aur use kis prakar ka pura Kiya ja sake sammanit Parivar ke niman Nikita avashyakta hoti hai---
Parivar ki ine sabhi prakar ki avashyaktaon ki purti ke liye training ko Apne kushalta ka Parichay Dena hota hai kyunki avashyakta ka apna अलग-अलग mahatva hota hai|
Prachin kal mein manushya ki avashyakta hai simit hoti thi UN avashyaktaon ki purti aasani se sambhav hoti thi parantu aaj ke vartman vaigyanik Yug mein nirantar badhate hue avashyakta ke Karan manushya ka jivan jatil hota ja raha hai pratyek vyakti ke dwara kamaya Gaya dhan avashyaktaon ki tulna mein kam hota hai|
isliye yah avashyak hai ki pratyek grahni Parivar ki sari avashyakta ke vishay mein jaane aur aaye ke Jo sadhan Ho unke dwara Parivar ki avashyaktaon ki ichcha ko adhiktam santusht Karen|
Yeh meri avashyakta hai jinke pura naya hone per vyakti ka jivan Sankat mein pad jata hai arthat ine avashyaktaon ki purti karna anivarya hota hai ho sakta hai Anya avashyaktaon ki Pariksha din mahatvpurn tathya samanyata avashyakta hai teen prakar ki hoti hai|
Bhojan aayog ke anusar ho, postik,
ISI prakar vastra Mausam aur aayu ke anusar hota tha aawas Parivar ke star sadasya ki sankhya adhik hai anusar ho|
avashyaktaye=navasa batao ki purti hone se manushya ki karya karne ki kshamta mein vriddhi hoti hai isliye inhe karya kshamta rakh saka ho sakta hai kahate Hain postic vajan hawadar tatha swachh Makan acche vastra Shiksha ke suvidha Uttam chikitsa suvidha Manoranjan ki suvidha Aadi karya karya akshamta rakshak avashyakta hai/
Kuchh avashyaktaon ki purti karne se samaj mein vyakti ki pratishtha mein vriddhi Hoti hai koi kyunki manushya ek samajik prani hai tatha samaj mein use Bani samajik pratishtha banane Hoti hai atithi swagat Vivah bhoj Aadi ISI prakar ki avashyakta hai/
Anivarya avashyaktaon ki apeksha kam mahatvpurn hoti hai parantu ine avashyakta ki purti Ho jaane se Manav jivan khushhal tatha sukhmay banta hai udaharan ke liye lakadi jalakar khana banaya ja sakta hai parantu yadi gas chulhe per khana banaya ja sake to grahni ko adhik suvidha hogi/bijali gas pankha cooker pressure washing machine Aadi aaramdayak avashyakta ke udaharan hai yadi yah avashyakta hai pure naya ho to bhi jivan vyatit Kiya ja sakta hai lekin ine avashyaktaon ke pura hone se manushya ko aaram milta hai aur uska jivan sukhmay ban jata hai isliye inhen aaramdayak avashyakta hai kahate Hain|
Innovative ki Na to koi anivaryata hoti hai aur na hi inke Bina kisi prakar se karya kshamta prabhavit hoti hai ine avashyaktaon ki purti se manushya ko thodi der aur Anant prapt hota hai yah avashyakta hi niman per kar hai|
In avashyaktaon ko pura karne se vyakti ka sharirik vanitik Patan hota hai sharab juaa nashile padarthon ka se banaa Diya nikal ka avashyakta hai/.
Is prakar ki avashyaktaon ki purti sanvakti ka rahan sahan ka Star utsav hota hai tatha samaj mein pratishtha bhi prapt Hoti hai is prakar ki avashyaktaon ki purti karne se kisi prakar ki Hani nahin Hoti karyavrat Bhari sadiyan vah Uttam vastra uchch stariy Bangla v uchch star ki sajavat Aadi Hani rahita avashyakta hai/
Yah ho sakta hai bhavishya surakshit karne ke liye Hoti hai plot , kheti, jevar, Bank balance Aadi Suraksha sambandhit avashyakta hai/
Yah Satya hai ki pratyek Parivar ki avashyakta अलग-अलग Hoti hai parantu kuchh visheshtaen ek saman Hoti hai atah avashyakta ke lakshan nimanlikhit hai_
Avashyakta ka sidha sambandhit ichcha tatha Kalpana se hone ke Karan ho sakta na to Hoti hai Shiksha ke pura hone ke pakshat dusri ichcha avashyakta ka roop dharan karne lagti hai/
Kuchh avashyakta hai sabhi vyakti ke liye saman Hoti hai parantu uski purti ka vikalp saman nahin hota hai udaharan ke liye vastra sabhi pehnate Hain parantu koi suti vastra pahnata hai to koi Reshmi prakar koi pen se likhta hai to koi pencil se aur koi Bal pension se likhta hai/
Bhavishya ki avashyaktaon ki tulna mein vartman ki avashyakta hai adhiktar कभी-कभी adhik mahatvpurn bhavishya ki avashyakta bhi vartman ki kam mahatvpurn avashyakta ke saman upekshit Ho jaati hai/
Jaise Jaise logon mein Gyan ka prachar Prasar hota jata hai वैसे-वैसा avashyaktaon mein vriddhi Hoti hai pahle gas chulha pressure kukar Aadi nahin hote the parantu Aaj ine sab vastu ke avishkar ke Karan ine vastuon ki sabhi Ko avashyakta mahsus hone lagti hai/
Vastav mein garbhavastha mein karya vyavastha ke atirikt tatv vyavastha bhi Shamil hoti hai yahan per aur vyavastha se taatparya grah ki arth athva dhan sambandhi vyavastha hai arthat grah ke aaye hue ko vyavasthit karna hi karay ki arthvyavasthapit karke Parivar ke adhik ka adhik avashyakta ko santusht karna hota hai Nikhil tatha darsi ke anusar, "Parivar ki aay tatha vah per niyantran hona tatha aay ka grah ke sarjanatmak karya mein vah karna grah arthvyavastha kahlata hai|
Adhik sadasya sankhya wale Parivar mein adhik hue hota hai tatha kam sadasya sankhya wale Parivar mein kam hue hota hai fal Swaroop donon prakar ke Parivar AVN ke रहन-सहन ka star अलग-अलग hota hai arthvyavastha Ko Parivar ke sadasya sankhya prabhavit karti hai/
Jis Parivar ke mukhiya ki Aarti ki sthiti acchi Hoti hai vahan per arthvyavastha bhi acchi Hoti hai mukhiya ki aay arthvyavastha ko prabhav it karti hai/
Why ki Yojana banaa Lene se vah karne mein aasani rahti hai aur anavashyak vah nahin hone pata Aisa hone se arthvyavastha Uttam rahti hai/
Vaigyanik Yug hone ke Karan samajik tatha arthik Parivartan hote iska prabhav arthvyavastha per padta hai adhik fashion wali vastu upkaranon adhik ho aur itne se arthvyavastha per prabhav padta hai aata hai aaye dekhkar hi vayay karna chahie/
Grah arthvyavastha mein rahan sahan ke star se prabhavit Hoti hai vartman aadhunik Yug mein sabhi log rahan sahan ke star ko uncha uthane ke liye paryatanshil dikhai dete Hain vaise to theek hai kyunki rahan sahan ko star parivar ki pratishtha Ko darshata hai Lekin jahan tak Ho रहन-सहन ke star ko apni parivarik aay ke Anukul rakhna chahie is MAT per aaye se adhik kharch karne per arthvyavastha per ko prabhav padega/
Read Full Blog..."Asavdhani hi durghatna ka Karan Hoti hai savdhani bartane per durghatnayen Dali ja sakti hai"
Aaj ka yog vigyan ka yog hai is Yug mein samaj mein nahin nahin machinen tatha upkaranon ka prayog Kiya hota hai ghar aur bahar donon jagah Jara si asaavdhani hone per durghatnayen Ho jaati hai iska atirikt kide makode Janwar Aadi ke kaatne se durghatna hoti hai aisi avastha mein prathmik chikitsa ke dwara Ghayal ki chikitsa ki jaati hai tatha jivan Sankat se ubhara jata hai|
Durghatna ke Karan nimnalikhit Karan hai=
Samanya to durghatna asavdhani ya laparvahi ke Karan nahin Hoti hai kuchh Pramukh durghatna nimnalikhit hai--
1.Jalna --
Yah durghatna Akshar khana banate samay aitbar adhikta wale Sansthan per karte samay Hoti hai Aag se jalne jal Jana kholte Tel ka sharir per gir Jana baap se Jalna garm vastu ka sharir per gir Jana Aadi se vyakti chal sakta hai/
Yah durghatna Nadi talab samundra dikhe tat per Hoti hai Achanak pair Pani mein fisal jaane Aadi se yah durghatna Hoti hai is samay sarvpratham use vyakti ko pane se bahar nikaalne chahie uske pakshat uska upchar karna chahie/
कभी-कभी bijali ke Taron Ko lagi Aaj switch ko chhune se current lag jata hai yah ek khatarnak durghatna hai ismein mrutyu Tak ho sakti hai/
Kabhi kabhi saaf Kiya kat Lene se rogi ke sharir mein bhi failne lagta hai adhiktar yah ghatnayen gaon ya ped paudhe yogya sthan athva sadak per hoti hai/
Sabki anek jaate hote hain kuchh vishaile hote hain tatha kuchh bhi seen hote hain kaha jata hai ki sahab ka Kanta vyakti Marta nahin abhi to behoshi ki dasha mein uske sabhi indriya nishkarsh Ho jaati hai aur use mara hua samajh liya jata hai/
Bichhu ek jahreela jeevan hai Vishva ki pahunch madam hota hai bichchoo ka Vishva nari tantra ko prabhavit karta hai/
Cyber society ek aisi duniya hai Jahan log internet aur digital takniki madhyam se aapas mein jodte hain, batchit karte hain, kam karte hain aur sikhate Hain, jismein online gaming samuday aur E-commerce Shamil hai, yah sirf ek takniki hi nahin balki ek samajik vyavastha hai,
Jahan logon ki Suraksha , niriksha aur jagrukta jaruri hai, jiske liye Kai sangathan Jaise cyber society, of India society ,security society jagrukta failate hain aur cyber raksha ko badhava dete Hain, taki log digital duniya mein surakshit rahe|
Cyber Shabd ka matlab computer internet, computer network, aur aabhasi vastvikata(virtual reality) se Judi kisi bhi chij say hai, yah ek upsarg(prefix) hai jo suchna praudyogiki (It) se judaa ta hai Jaise cyber Suraksha,(digital humlon se bachao ya cyber space internet ka aabhasi Kshetra mein.
Cyber khatron ki lagatar badalti duniya mein, ham log ki turant pahchan karna aur ine per 24/7 pratikriya Dena behtar jaruri hai| ine foreguard iver defence ki service ki sarvoch,
Prathmikta aapke pure buniyadi dhancho ki nigrani karna hai taki cyber ham log ka turant pata lagaya ja sake, aur unse safaltapoorvak bachava Kiya ja sake|
--icon----> --icon---->