Blog by Chanchal Dhiman digital content writer | Digital Diary
" To Present local Business identity in front of global market"
" To Present local Business identity in front of global market"
Digital Diary Submit Post
Raghav ke mn me ek sapna tha - vah doctor Banna chahata tha . Lekin gaao ke school me vigyan vishy ki padhai nhi hoti thi . Uske gaao ke log use samjhate ki doctor banne ke liye bhut paise chahiye, lekin raghav ne than liya tha ki than liya tha ki vah Apne sapne ko sakar Karega.
Usne Raat din mehnat karna shuru Kiya aur apne simit sansadhano ke bavjud apni padhaai per pura Dhyan lagaya.
Mul sandesh: sapne Keval unhin ke sach hote Hain Jo unhen pane ke liye mehnat karne ka sahas rakhe.
Read Full Blog...AAJ KAJJ KO KARO ABHI
kal pr koi kaam na chodo,
kaam aaj ka abhi karo
sammukh khadi safalta hai
uska pura maan karo .
tum karte kal ki baat viyarth,
kal ko kab kisne dekha
agla pal jane kesa ho
jane ho vidhi ka kya lekha .
jo aalas me pad jate hai,
aksar sabhi gavate hai
jo kaam dekh kar dar jate
kayar jan kahlaate hai.
utsah yukt ho karam kare,
ve jaak me aadar paate hai
kaam samay pr karne vale
jivan safal banate hai .
Read Full Blog...
--icon----> --icon---->