Zindagi Ki Raftaar Aahista chal zindagi abhi, kai karz chukana baki hain , kuch dard mitana baki hain , kuch farz chukana baki hain , Raftaar mein tere calne se, kuch roth gye kuch chud gye, rutho ko mnana baki hain , rotho ko hasana baki hain , kuch rishte bankar toot gye, kuch bante bante chut gye , un tote riston ke jakhmo ko , bitana baki hain, kuch hasratein abhi baki hain , kuch kaam or bhi jrori hain , zindagi ki ulajh pehle ko , pura suljhna baki hain , jab sason ko tham jana hain , fir kya sona kya pana hain.... Iqra Qureshi .....
Read Full Blog