Paise kya kar sakta hai kya nahin

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂

Content loading...

Digital Diary Create a free account




Paisa kya kar sakta hai kya nahin

Paisa ghadi khareed sakta hai,

Samay nahin!

Paisa kitab khareed sakta hun,

Vidya nahin! 

Paise Sangeet khareed sakta hai,

Swar nahin!

Aisa doctor khareed sakta hai,

Jivan nahin!

Pesa Murti khareed sakta hai,

Bhagwan nahin!

Paisa bistar khareed sakta hai,

Neend nahi! 

Paisa banduk khareed sakta hai,

Sahas nahin!

Paisa Insan khareed sakta hai ,

Pyarr nahin! 

Paisa Kalam khareed sakta hai,

Sulekh nahin!

Paisa Kanoon khareed sakta hai,

Sacchai nahin!

Paisa ghadi khareed sakta hai,

Samay nahin!

    

                               Iqra Qureshi....




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments