Samajik ayam:Yah vyaktitva ka Anya Pramukh aayam hai manushya samajik prani hai samaj mein rahakar hi uska samajik Karan hota hai vyakti Keval swayam ke liye jivan nahin jita abhi tu vah Anya logon ke liye jivan hota hai samajikta vyakti ki jaivik prakrutik mein janmjaat Hoti hai yadi Drishti Patra kiya jaaye bacche ke janm ke samay hi usmein samajikta ka bij bo Diya jata hai Anya shabdon mein, yah bhi kah ja sakta hai ke samajik Karan prakriya vyavasthi ke janm se shuru Ho jaati hai Manav Shishu vyavhar ko isliye Sikh jata hai kyunki uski Mul pravritti samajik hai vah nakal karke, udaharnon ki sahayata se aur grahan Bodh se sikhata hai sabse pahle vyavaharik paddhtiyon; Jaise:-personal, riti- riwajon, kasautio, man Ko vah samaj mein Vyapar to tarike se prabhavit hota hai ek achcha vyakti tab vah hota hai, Jo samajik AVN samajik Karan karne wala Ho niti Katha, Charitra, aacharan, shishtachar, karya nitiyan, achcha drishtikon, mitrata, upkari prakrutik, Spark Sahyog, sahanubhuti aur dayalu tha jaise samajik gun acche vyaktitva hetu avashyak hai yah sabhi gun use parivesh ya vatavaran se utpann hote hain Jahan vyakti ka palan poshan hota hai atah vyaktitva apne mein dusre vyakti ke samne prakat Hone wali ek sampurn chhap Hoti hai yah mansik, sharirik, bhavnatmak, baudhik ya samajik aadi sabhi aayamon ki ekikrit chhavi hoti hai ???
Doli
@DigitalDiaryWefru