सूरदास का जीवन परिचय
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
कवि सूरदास का जन्म दिल्ली के निकट सीही नामक ग्राम में हुआ था इनका जन्म सन 1478 ईस्वी में हुआ था | कुछ विव्दान इनका जन्म स्थान आगरा को मानते है |
ये मथुरा और वृंदावन के बीच गऊघाट पर रहते थे | Sri nath जी के मंदिर में भजन -कीर्तन करते थे गऊघाट पर रहते थे| mahaparbhu vallabhbhai KCC surdas asthchap ke kaviyon mein sarvadhik prasiddh hai| San 1583 isvi me parsoli me Inka nidhan hua|
Surdas ke bare mein kaha jata hai ki janm se Hi Darshtihin the| inhone krishan ke janm se lekar mathura jaane take ki katha. Aur unki baal-lilao see sambandhit atyant Manohar parv ki rachna ki hai| Shri Krishna ki Bal leelaon ka varnan apni sahayata swabhavikta aur manovaigyanikta ke Karan Aditya hai inke kavya mein braj bhasha ka sajeev Bhavnakul aur swabhavik prayog hai|
Inhone Apne kavya mein upma, utpareksha, Rupak aur anay anek alankaron ka prabhavi paryog Liya hai|
Inka alankar vidhan utkrusht hai jismein shabd- Chitra upsthit karne AVN prasang ki vastvik anubhuti karane ki purn akshamta hai|
Surdas ke sabhi pad hey hai aur ve Kisi na Kisi raag see sambandhit hai| sursagar, sursawali, Aur sahitylahri inki parmukh kavy- kartiya hai|
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru