Dadi man ke desi nushke
Ghar grihasti aur shehad se Jude gharelu upaye Hain, Jo haldi besan ka ubhaltan (chamakti tvacha), hing damak gungune Pani se pet dard ka ilaaj, aur shehad nimbu dalchini se khansi kaf mein Rahat Jaise aasan nuksa per aadharit hai, jinmen, methi, aanwala aur gharelu masalon Ka upyog hota hai|
Tvacha ke liye (for skin)
- Chamakti tvacha: haldi besan aur dahi ka pest banakar lagaye|
- Sun tening: nimbu aur Khire ka ras
- Muhanse: nimbu
- Dark Sankalp aankho ke niche: aalu
Balon ke liye (fore hair)
- Majbut Bal: aanwala
- Lambe Bal: meti ke Dane
- Rusi : samundar ke Namak (sisold) se sir ki masaj
Pet aur pachan (stomach & digestion)
- Pet Dard: gungune Pani mein ek chutki sindha namak aur hing
- Kaf balgum: garam Pani nimbu shehad aur chutki bhar dalchini
- Munh ke chhale: khane ke bad good chusna
Anya gharelu upay (other home remedies)
- Sardi khansi: khajur aur garam Pani
- Kamjori unchai (bacchon ke liye): pyaj aur gud khana
- Chot naksir: berf ki sikai
- Nakhun kaatne se pahle: Namak mile gungune Pani mein hath bhigona chahie|
Anushka paramparik Gyan per aadharit hai jo Aksar prakriti aur rasoi ki chijon ka prayog karte Hain|
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru