Dhvni (sound)

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




 Prastavana (Introduction )

Dhoni ek prakar ka compan ya vikshop hai Jo kisi thos, drav ,gas se hokar sanchalit Hoti hai , kintu mukhya roop se UN compano ko hi dhvani kahate Hain Jo Manav  ke Kan se sunai padati hai|

Ham pratidin subah se lekar Sham Tak bhi nahin chhod to Jaise machinon walon television radio ka ek roop hai jo hamare Kan mein sarvaniya ka sanvedan utpann Karti hai urja ke roop bhi hai Jaise yantrik urja Prakash urja aadi|

Dhvni urja ka ek roop hai jo hamare kanon mein sarvan sanvedan utpann karta hai yah compan karne Wale vastuon dwara vayu mein utpann skand ke Karan utpann hoti hai Jaise =sitar ke tar Ka compan hona Aadi|

Dhoni ka utpadan (production of sound)

Dhoni kis vastu kahate jise idhar udhar hilne arthat compan se utpann Hoti hai jab ham kisi ghante per chot maarte Hain to hamen dhvni sunai padati hai tatha ghante ko halka sa chune per uske Jan janahat ka Anubhav hota hai| Jaise hi ghante ke compan band Ho jaate Hain, dhvni bhi band Ho jaati hai ISI prakar jab sitar ke tar ko ungali se dabakar chhodate Hain to vah compan karne lagta hai tatha usse Dhoni nikalne lagti hai|

In companion ki avarti 20 se 20000 prati second ke bich hoti hai| ham vibhinn vastuon mein gana khojkar ragadkar vayu Pukar ya unko hilakar dhvni utpann kar sakte hain ham vastu Ko comph man karte Hain aur dhvni utpann karte Hain|

Compan ka Arth:

Compan ka Arth hota hai kisi vastu ka teji se बार-बार इधर-उधर gati karna | manushya Mewat dhvni unke walk tantuon ke compet hone ke Karan utpann Hoti hai ek khinche hue rubber ke chalne ko bich mein se khinchkar chhodane per yah compan karta hai aur dhvni utpann karta hai|

Dhoni ka sancharan (propection of sound)

Dhvni tarange yantrik tarange Hoti hai jinhen ek sthan se dusre sthan Tak jaane ke liye bhautik Madhya (thos ,drav,tatha gas) ki avashyakta hoti hai| kyunki Dhoni ka sancharan bhi aantrik tarangon ki bhanti kisi padarth ke kanon ke dolan ya compan ke dwara hi hota hai dhvni tarangen nirvan mein sancharit nahin ho sakti hai iske sancharan ke liye madhyam ki hi avashyakta hoti hai|

Udaharan ke liye= Dainik jivan mein kisi Dhoni short se utpann Dhoni pray vayu mein se hokar hamare kanon tak pahunchati hai|

Dhvni ke sancharan mein Keval urja Ka sthanantaran hota hai madhyam ka nahin arthat dhvni ke sancharan ke dauran madhyam apna sthan nahin chhodata Steel mein dhvni tarangon ki chaal adhiktam hoti hai aur nirvaat Bina vayumandal mein Dhoni tarangon ka sancharan nahin ho sakta hai parinaam Swaroop Dhoni ke sancharan ke liye madhyam ke avashyakta hoti hai|

Dhvni tarange (sound waves)

Dhoni Tarang Tarang hoti hai jo nirantar Anubhav ki jaati hai , chahe vah sabdo, Sangeeto, siren ya shaadi ki ghante ke madhyam se ho to unhin Tarang vastav mein ek prakar ki aantrik Tarang Hoti hai jab kisi dhvni sort ko compet Karate Hain to vayu mein vikshobh utpann Ho jaati hai Jo ek nishchit veg se aage badhta hai is sthiti mein madhyam ke Kan Apne samay sthiti ke इधर-उधर compan karte hain tatha prapt vikshop ko aage ki or konon ko de dete Hain|

Is prakar bhik saub aage ki or gati karte jaate Hain aur tarange hamare kanon Tak Dhoni Tarang ke roop mein pahunchti hai|

​​​​​​Tarango ke prakar (types off waves) 

Tirange mukhya roop se do prakar ki hoti hai_

1. Yantrik tarange (machinical waves)

Tarange jinke sancharan ke liye madhyam ki avashyakta Hoti hai yantra tirange kahlati hai yah tarange thos padarth thos drav tatha gas ke kanon ke do dwara utpann hoti hai spasht hai ki yah tarange nirvaat mein sanchalit nahin ho sakti hai|

Udaharan--rassi mein utpann tarange, pani ke prusth per utpann tarange,  dhvni Tarang aadi|

Donon tarangon ko yantra karne ke liye ek madhyam ke avashyakta Hoti hai is prakar ke computeron ka dusra Naam Anu dhairya tarange hai vastav mein tarange do mukhya prakar ki Hoti hai anudaidhya Tarang aur anuprasth tarange|

Dhvni tarangon ka paraavartan (reflection of sound)

Prakash ki bharti dhvni ki ek madhyam se chalkar dusre madhyam ke prusth se takrane per pahle madhyam mein Laut aati hai Dhoni ka diwaron se takrakar wapas lautana hi dhone ka paraavartan kahlata hai Jaise kuen dhaatu ki Chadar aadhe se donon tarange paraavartit Ho jaati hai Dhoni ke paraavartan ke liye chikni tatha chamkili satta ki avashyakta nahin Hoti hai|

Dhoni ka paraavartan sikhane AVN kathor prastuton se adhik tatha AVN naram prusthon se kam hota hai isliye Dhoni ka paraavartan diwaron pahadon tatha Prithvi tal sabhi se ho jata hai|

Dhoni paraavartan ke Anya udaharan hamare Dainik jivan mein milta hai yadi ham kisi kuen mein jakar bolate Hain to humne apni awaaz ko aise aate hue sunai deti hai college mein bajate hue loudspeaker ki Dhoni Mul strot ke atirikt kisi sthan se bhi aati Hui pratit hoti hai|




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments