Jaise ki maine aapko Apne pichhle block mein bataya tha ki paryavaran pradushan kya hai ab main aapko bataungi ki pradushan ke Karan aur hai kis prakar hota hai/
Pradushan ke Karan:
Pradushan ke Karan nimnalikhit Karan hai--
Gharelu upmarjak---karo aspataalon Aadi mein Safai ke liye istemal hone tatha kapde dhone ke kam karane Wale rasayanik padarthon Ko gharelu upmarjak kahate Hain Jaise--sabun Saraswati padarth naliyon dwara nadiyon tatha talabon ke jal mein pahunchkar jal ko pradushit karte hain chal mein Rahane Wale jantuon Ko inse Hani pahunchte hain aur ve nasht hone lagte Hain| WaheetMal--bade nazron tatha kasbon ke makanon se nikala malmutra bhumigat naliyon dwara padhaai mein dal Diya jata hai jiske Karan Inka jal pradushan ho jata hai aur Pani peene yogya nahin rahata hai/ Kitnashak padarth--Kai prakar ke kitnashak padarthon ka upyog kide makode jivanuon ka Aadi ko marne ke liye Kiya jata hai ke to bagicho gandi naliyon faslo Aadi per Kiya jata hai D.D.T sulphur dioxide Amal phenyl ityadi bahut se padarth iske Pramukh mein prayog kiye jaate Hain inke gandh aayu mein pahunchkar swasthya ko Hani pahunchati hai anek aise jantuon ki mrutyu Ho jaati hai Jo UN paudhon AVN khate Hain Jin per davaiyon ka prayog Kiya jata hain/ Kude karkat AVN lashon ka sadna--Ghar se Nikla kudakar durgandh utpann Karta hai Mart jantuon ki lashon ke sadne se ammonia tatha Anya durgandh yukt padarth vayumandal mein milkar vayu pradushan karte Hain/ Rediyodharmi padarth--yah padarth bahut hi Ghatak hote Hain/Inse hanikarak vikiranon ka Prasar hota hai inke prabhav sahjan Hani adhik hoti hai/ Pradushan ke prakar tatha Manav jivan per iska prabhav:
Pradushan niman prakar ke hote Hain 1. Vayu pradushan 2. Jal pradushan 3. Dhvni 4. pradushan. 5. Marda pradushan
1. Vayu pradushan=
Vayu pradushan ka shabdik Arth hai vayu ka dushit ho jana oxygen ke atirikt vayu mein kisi bhi gas ki Matra santulit anupat se adhik hone per nahin rahti atah vayu mein kisi gas ki vriddhi ya Anya padarth ka samavesh hona vayu pradushan kahlata hai/
Social mein sabhi jeev carbon dioxide visarjit karte hain tatha oxygen grahan Karta hai kintu hare paudhe Surya ke prakash ki upsthit mein carbon dioxide grahan karte hain tatha vayumandal mein oxygen chhodate Hain is prakar ine donon gason ka anupat santulit banaa rahata hai|
Vayu pradushan ka Manav jivan per prabhav:
Adhik samay Tak ashuddh vayu Lene se sans ka Rog Daman Aadi Rog Ho jaate Hain/ So why you na milane se prani ki umra kam Ho jaati hai/ Ashuddh vayu se mansik swasthya kharab hota hai/ Ashuddh vayu se fefade ka cancer TV naak tatha shwas nali mein jalan utpann Ho jaati hai/ Ashuddh vayu mein upsthit dhaatu aur shishe ke Karan se nari Sansthan kuprabhavit hote Hain/ 2. Jal pradushan
Jal pradushan ka Arth hai jal prapti ke Pramukh stroton ka dushit ho jana jal mein asur Diya AVN hanikarak padarthon ke ghulmil jaane se jal pradushan ho jata hai is prakar kya hanikarak padarth carbonic tatha carbonic padarth bhi ho sakte hain tatha kuchh Jaise bhi ho sakti hai/
Pradushit jal jivan mein vibhinn prakar se Rog utpann kar sakta hai jal pradushakon ke antargat vibhinn Rog utpann karne Wale jivanu vishanu kitanu nashak padarth apvartan avashyak padarth rasayanik khadya carbonic padarthonvek sansthanon se nikalne apshisht tatha vahit Mal Aadi anek padarth ho sakte hain/inse jal pardushan hota hai/
Jal pradushan ka Manav jivan per prabhav
Jal ke pradushit hone se Manav jivan per nimnalikhit prabhav padta hai---
Pradushit jal ko peene se vibhinn prakar ki bimari Jaise-- haija, typhoid, pechis Aadi Rog Ho jaate Hain/ Vatavaran mein badhane wali hanikarak gason ke Karan Varsha mein amalyata hoti hai jo ki aitihasik imaraton ke liye khatra banne lagi hai/ 3. Dhvni pradushan
Dhvni pradushan Kashi paryavaran mein anavashyak shor ka vyapt ho jana (noise) AVN avashaniya dhvni hai yah siddh ho chuka hai ki saur manushya tatha niyat sabhi jeev jantuon per viprit prabhav dalta hai, isko bhi paryavaran ka pradushan Mana Gaya hai swar ki trivata sarvan Shakti sharirik santulan Aadi ko sthai ya asthai roop se Hani pahunchati hai/
Is prakar"vayumandal mein utpann ki gai avanchit hone jiska Mano tatha Anya praniyon ke sarvan tantra AVN swasthya per pratikul prabhav padta hai dhvni (shor) pradushan kahlata hai|
Dhvni pradushan ka Manav jivan per prabhav
Dhun pradushan se hamari sunane ki kshamta kam Ho jaati hai shor shehad de prabhavit hota hai uchch rakt tapas sar Dard aacharan vikar chidchidapan ulcer Aadi Rog dhvni pradushan ke Karan hote/ Marda pradushan:
Marda pradushan ka Arth hai bhumiya mitti ka dushit ho jana Marta pradushan ke antargat mukhya roop se use Bhumi ke dushit hone ka adhyayan Kiya jata hai jise krishi karyon ke liye arthat faslen ugane ke liye prayog Kiya jata hai vastu mein pradushit jal tatha vayu ke Karan Marta hi pradushit Ho jaate Hain/
Mrada pradushan ka Manav jivan per prabhav
Marda pradushan ke Karan Bhumi ki utpadan Shakti kam Ho jaati hai Khad padarth mein purn shuddhta nahin rahti DDT ke adhik prayog se khad padarthon mein Vishva utpann ho jata hai Mata pradushan faslon ki bharti ko rok deta hai/
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru