Manav jivan per paryavaran tatha pradushan ka prabhav (effect of environment and pollution on human life)
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
"Paryavaran prakriti dwara pradat UN sabhi padarthon se banaa hai jo swasth jivan vyatit karne ke liye avashyak hai kya Prithvi ka dharatal AVN uski sabhi prakrutik dashaen tatha prakrutik sadhan Bhumi aur Pani parvat v maidan khanij padarth hote pashu jalvayu ki Shakti gurutvakarshan Vidyut AVN vikiran shaktiyan Jo Prithvi per kriyashil hai"|
Paryavaran do shabdon per hi tatha aavran se milkar banaa hai pari ka Arth hai Charon or tatha aavran ka Arth hai Dhaka hua arthat vah sabhi darshaen Jo hamare vayumandal ko Charon or se dhake Hoti hai paryavaran kahlati hai|
Make our AVN page ke anusar=paryavaran prakriti dwara UN sabhi padarthon se banaa hai jo swasth jivan vyatit karne ke liye avashyak hai pratiyogi ka dharatal AVN uski sabhi prakrutik darshae tatha prakrutik sadhan Bhumi aur Pani parvat AVN maidan khanij padarth paudhe per suj jalvayu ki Shakti gurutvakarshan Vidyut AVN vikiran shaktiyan Jo Prithvi per kriyashil hai|"
Jibart ke anusar ="paryavaran mein hai Jo ek vastu ko Charon or se ghere hue tatha use per pratyaksh prabhav dalta hai"
Prakrutik paryavaran ke antargat jalvayu Bhumi ke utpadak kshamta jungle maidan pahad chadhne samudra ka Surya chandrama Tare pashu pakshi kit Patang Aadi sabhi sammilit kiye jaate Hain prakrutik paryavaran prakriti dwara manushya Ko pradan Kiya jata hai|
Sarokin ke anusar:
"Bhaugolik paryavaran ka sambandh aise paraa kar de dashaon se hai jo manushya se prabhavit hue Bina apna karya karti hai tatha jo manushya ke karyon se Swatantra rahte hue swayam parivartit Ho rahti hai" |
Paryavaran sansar mein Rahane wale pratyay prani ke pure kriyakalap ko prabhavit Karta hai atah paryavaran se nimnalikhit Labh hote hai--
Aaj hamare Charon or ka vatavaran dushit ho gaya hai vibhinn prakar ki Jaan leva bimariyan utpann ho rahi hai ped paudhon ko pratidin kata ja raha hai| aur parinaam Swaroop Aaj paryavaran pradushan ke prati Vishva star per chinta vyakt ki ja rahi hai| parantu is prakar ke karyon ka purv uttardai to manushya per hi hai manushya ne apne vartman swarth hetu bhavishya ko nasht kar diya tatha jeev jantuon ko bhi Hani pahunchai hai|
Yah baat Satya hai ki is Prithvi per prakriti ne pratyek vastu Di hai paryavaran asantulan ke Karan ham bahut se jivan rakshak Jadi-butiyo, vanspatiyon durg Praja prajati ke jeev jantu ko kho dete Hain vastav mein paryavaran ek sacche Mitra ke saman hai atah yah avashyak hai ki ham Apne paryavaran ko bachaye tatha use Apne sanrakshanta pradan Karen paryavaran sanrakshan ko nimnalikhit bhagon mein bant sakte hain------
Manushya hi nahin sabhi jivon ka jalvayu aur mrada se bahut hi pyara sambandh hai jab kabhi koi Aisa bahari padarth ismein a jata hai jiske Karan unke bhautik aur rasayanik gunon mein Parivartan ho jata hai AVN unke gunon mein hue parivartanon se Manav tatha uske upyogi sivon ko Hani pahunchti hai to use pradushan kahate Hain|
Is prakar"jalvayu aur Marda ke bhautik AVN jaivik gunon mein hone wale se parivartanon ko jo manushya ke jivan uske rahan sahan mein uske mahatva ke Anya jivon ko Hani pahunchate Hain pradushan kya kahate Hain|"
Jab paryavaran mein asantulan utpann hota hai to prakrutik aapdaen Jaise-, Sukha, badh, jal pradushan, Marda pradushan, vayu pradushan aur Bhumi mein katao aana vibhinn thiruvon mein antar a jata hai iske parinaam Swaroop jansankhya vriddhi karibi gandgi apradh bhayankar roj banana hote Hain|
Pradushan hai kaisi hawa Chandni sthiti hai jismein bhautik rasayanik AVN jaivik parivartanon ke dwara hawa jal aur Bhumi apni prakrutik gunvatta ko baithte hain aur is Karan jivan prakriya badhit hoti hai aur Pragati roop chahti hai aaj pradushan ki sthiti itni Gambhir ki is rokane ke tatkal prayas kiye jaaye atah bacchon ko kakshaon mein paryavaran ki Shiksha Di jaani chahie aur sath hi unke aadaten ruchiyon v abhivrittiyon ko paryavaran sudhar mein lagana bhi avashyak hai|
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru