Parivar ki mulbhut avashyakta hai tatha arthvyavastha (basic necessities and economical structure of family)

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Prastavana  (introduction)

Manushya ki avashyakta hai Anant Hoti hai ek avashyakta ke pakshat dusri avashyakta swasth hi utpann Ho jaati hai kintu yah bhi Satya hai ki yadi avashyakta utpann Na ho to avishkar bhi Na hote kaha gaya hai ki avashyakta aavishkar ki Janani hai avashyaktaon ki purti ke liye manushya arthik prayas Karta hai aur vah avashyaktaon Ko bhar sakta pura Karta hai parantu simit sadhanon mein hi Asmita avashyaktaon ki purti karni padati hai hatya karne ka uttardayitv hai ki vah ghar ke sabhi sadasyon ki avashyaktaon ki purti kar unhen santushti pradan kar sake|

Avashyaktaon ka Arth tatha purti ka mahatva 

Avashyakta manushya ka prakrutik gun hai garbhavastha se Manav ki avashyakta prarambh Ho jaati hai aur jivan paryant chalti rahti hai janm ke pakshat manushya ki avashyakta hai badhati jaati hai aur manushya inhin avashyaktaon ki purti karta rahata hai manushya ki samast kriyaen vibhinn ho sakta dwara prerit hoti hai|

Koi bhi ho sakta hai bina ichcha AVN tatparta ke avashyakta nahin ban sakte dusre sab to main ham kah sakte hain ki--

"Avashyakta vah Prabal ichcha hai jise pura karne ke liye vyakti ke pass uchit sadhan uplabdh Ho tatha vah un sadhanon ka upyog karne ke liye tatpar ho arthat avashyakta ke Mul mein ichcha vaisa donon ke upyog karne ki tatparta ka hona avashyak hai"

Dr. Beske ke anusar "Keval vahi ichchayen avashyaktaen hoti hai jinhen purn Kiya ja sakta hai jinhen pura karke yogya karya mein laane ki tatparta bhi ho|"

Is paribhasha ke anusar kisi vyakti Ko kisi vastu ki ichcha ho tatha use pura karne ke liye uske pass sadhan bhi ho to uski vah ichcha iski avashyakta ban jayegi|

Is prakar avashyakta ke teen tatv hote Hain=

  • Ichcha avashyakta mein tabhi parivartit ho sakti hai jab uski purti ki ja sake Jin ichchaon ko pura nahin kiya ja sakta main avashyakta nahin Kahi ja sakti|
  • Ichcha ko avashyakta mein badalne ke liye yah avashyak hai ki vyakti Apne sadhanon Ko prayog karne ke liye tatpar ho|
  • Ichcha avashyakta tabhi ban sakti hai jabki vyakti ke pass ichcha purti hetu sadhan uplabdh Ho|
  • Are you ki avashyakta ke anusar 

    Parivar ki adhiktar avashyaktaon ki purti grahni ko hi karni padati hai asha karni to is baat ka purn gyan hona chahie ki Parivar ke pratyek sadasya ki kaun si avashyakta mahatvpurn hai aur use kis prakar ka pura Kiya ja sake sammanit Parivar ke niman Nikita avashyakta hoti hai---

  • ​​​​​​Shaishvavastha=shaishvavastha mein Shishu ki avashyakta simit hote hain apan to Shishu ko dekhbhal​​​​​​ tatha Suraksha ki adhik avashyakta Hoti hai Shishu ko dudh ki avashyakta Hoti hai is vyavastha mein Shishu ki avashyaktaon ki purti ki jimmedari Mata -pita per hoti hai|
  • Balyavastha=balyavastha mein balak ki avashyaktaon mein vriddhi Ho jaati hai is avastha mein balak ki prarambhik ho sakta Ho ke sath khelkud ki samagri padhaai se sambandhit vaste mitrata sambandhi avashyakta bhi badh jaati hai|
  • Kishorvastha=Kishore avastha mein yuvaon ki avashyakta mitravat amvarti Ho jaati hai unhen bhojan fashion ki samagri Sundar vastra Shiksha Manoranjan Aadi ki avashyakta hoti hai|
  • Prodavasta-- praudhavastha mein vyakti swayam apni avashyaktaon ki purti Karta hai tatha sath hi Apne upar aur siddh vyaktiyon ki avashyaktaon ki bhi purti karta hai|
  • Vridhavastha=vridhavastha mein mulbhut avashyaktaon ke साथ-साथ dharmik tatha aadhyatmik avashyakta hai|
  • Parivar ki ine sabhi prakar ki avashyaktaon ki purti ke liye training ko Apne kushalta ka Parichay Dena hota hai kyunki avashyakta ka apna अलग-अलग mahatva hota hai|

    Parivar ki mulbhut avashyakta hai:

    Prachin kal mein manushya ki avashyakta hai simit hoti thi UN avashyaktaon ki purti aasani se sambhav hoti thi parantu aaj ke vartman vaigyanik Yug mein nirantar badhate hue avashyakta ke Karan manushya ka jivan jatil hota ja raha hai pratyek vyakti ke dwara kamaya Gaya dhan avashyaktaon ki tulna mein kam hota hai|

    isliye yah avashyak hai ki pratyek grahni Parivar ki sari avashyakta ke vishay mein jaane aur aaye ke Jo sadhan Ho unke dwara Parivar ki avashyaktaon ki ichcha ko adhiktam santusht Karen|

    Anivarya avashyakta hai 

    Yeh meri avashyakta hai jinke pura naya hone per vyakti ka jivan Sankat mein pad jata hai arthat ine avashyaktaon ki purti karna anivarya hota hai ho sakta hai Anya avashyaktaon ki Pariksha din mahatvpurn tathya samanyata avashyakta hai teen prakar ki hoti hai|

  • Jivan rakshak avashyaktaye=in avashyaktaon ka manushya ke jivan se kanishth sambandh hota hai yah avashyakta manushya ke jivan ki raksha karti hai isliye inhen jivan rakshak avashyakta hi kahate Hain bhojan vastra swachh jal Makan Aadi jivan raksha ka avashyakta hai bhojan ke sambandh mein nimnalikhit baten Dhyan mein rakhni chahie/
  • Bhojan aayog ke anusar ho, postik,

    ISI prakar vastra Mausam aur aayu ke anusar hota tha aawas Parivar ke star sadasya ki sankhya adhik hai anusar ho|

    ​​​​​2. Karya kshamta rakshak

    avashyaktaye=navasa batao ki purti hone se manushya ki karya karne ki kshamta mein vriddhi hoti hai isliye inhe karya kshamta rakh saka ho sakta hai kahate Hain postic vajan hawadar tatha swachh Makan acche vastra Shiksha ke suvidha Uttam chikitsa suvidha Manoranjan ki suvidha Aadi karya karya akshamta rakshak avashyakta hai/

    3. Pratishtha rakshak avashyak avashyaktaye ​​​

    Kuchh avashyaktaon ki purti karne se samaj mein vyakti ki pratishtha mein vriddhi Hoti hai koi kyunki manushya ek samajik prani hai tatha samaj mein use Bani samajik pratishtha banane Hoti hai atithi swagat Vivah bhoj Aadi ISI prakar ki avashyakta hai/

    Aaramdayak avashyaktaye 

    Anivarya avashyaktaon ki apeksha kam mahatvpurn hoti hai parantu ine avashyakta ki purti Ho jaane se Manav jivan khushhal tatha sukhmay banta hai udaharan ke liye lakadi jalakar khana banaya ja sakta hai parantu yadi gas chulhe per khana banaya ja sake to grahni ko adhik suvidha hogi/bijali gas pankha cooker pressure washing machine Aadi aaramdayak avashyakta ke udaharan hai yadi yah avashyakta hai pure naya ho to bhi jivan vyatit Kiya ja sakta hai lekin ine avashyaktaon ke pura hone se manushya ko aaram milta hai aur uska jivan sukhmay ban jata hai isliye inhen aaramdayak avashyakta hai kahate Hain|

    Vilasitapurn avashyaktaye 

    Innovative ki Na to koi anivaryata hoti hai aur na hi inke Bina kisi prakar se karya kshamta prabhavit hoti hai ine avashyaktaon ki purti se manushya ko thodi der aur Anant prapt hota hai yah avashyakta hi niman per kar hai|

  • Hanikarak avashyaktaye=

  • In avashyaktaon ko pura karne se vyakti ka sharirik vanitik Patan hota hai sharab juaa nashile padarthon ka se banaa Diya nikal ka avashyakta hai/. 

    2. Hani rahit avashyaktaye=

    Is prakar ki avashyaktaon ki purti sanvakti ka rahan sahan ka Star utsav hota hai tatha samaj mein pratishtha bhi prapt Hoti hai is prakar ki avashyaktaon ki purti karne se kisi prakar ki Hani nahin Hoti karyavrat Bhari sadiyan vah Uttam vastra uchch stariy Bangla v uchch star ki sajavat Aadi Hani rahita avashyakta hai/

    3. Suraksha sambandhi avashyaktaye=

    Yah ho sakta hai bhavishya surakshit karne ke liye Hoti hai plot , kheti, jevar, Bank balance Aadi Suraksha sambandhit avashyakta hai/

    Avashyaktaon ke lakshan:

    Yah Satya hai ki pratyek Parivar ki avashyakta अलग-अलग Hoti hai parantu kuchh visheshtaen ek saman Hoti hai atah avashyakta ke lakshan nimanlikhit hai_

    1. Avashyakta hai Anant hoti hai =

    Avashyakta ka sidha sambandhit ichcha tatha Kalpana se hone ke Karan ho sakta na to Hoti hai Shiksha ke pura hone ke pakshat dusri ichcha avashyakta ka roop dharan karne lagti hai/

    2. Avashyakta hai vaclip hoti hai=

    Kuchh avashyakta hai sabhi vyakti ke liye saman Hoti hai parantu uski purti ka vikalp saman nahin hota hai udaharan ke liye vastra sabhi pehnate Hain parantu koi suti vastra pahnata hai to koi Reshmi prakar koi pen se likhta hai to koi pencil se aur koi Bal pension se likhta hai/

    3. Vartman avashyakta hetu hoti hai=

    Bhavishya ki avashyaktaon ki tulna mein vartman ki avashyakta hai adhiktar कभी-कभी adhik mahatvpurn bhavishya ki avashyakta bhi vartman ki kam mahatvpurn avashyakta ke saman upekshit Ho jaati hai/

    6. Gyan ke dwara avashyakta hai badhati hai=

    Jaise Jaise logon mein Gyan ka prachar Prasar hota jata hai वैसे-वैसा avashyaktaon mein vriddhi Hoti hai pahle gas chulha pressure kukar Aadi nahin hote the parantu Aaj ine sab vastu ke avishkar ke Karan ine vastuon ki sabhi Ko avashyakta mahsus hone lagti hai/

    Arthvyavastha ka Arth:

    Vastav mein garbhavastha mein karya vyavastha ke atirikt tatv vyavastha bhi Shamil hoti hai yahan per aur vyavastha se taatparya grah ki arth athva dhan sambandhi vyavastha hai arthat grah ke aaye hue ko vyavasthit karna hi karay ki arthvyavasthapit karke Parivar ke adhik ka adhik avashyakta ko santusht karna hota hai Nikhil tatha darsi ke anusar, "Parivar ki aay tatha vah per niyantran hona tatha aay ka grah ke sarjanatmak karya mein vah karna grah arthvyavastha kahlata hai|

    Arthvyavastha per prabhavit karne Wale karak: 

    1. Parivar ke sadasyon ki sankhya=

    Adhik sadasya sankhya wale Parivar mein adhik hue hota hai tatha kam sadasya sankhya wale Parivar mein kam hue hota hai fal Swaroop donon prakar ke Parivar AVN ke रहन-सहन ka star अलग-अलग hota hai arthvyavastha Ko Parivar ke sadasya sankhya prabhavit karti hai/

    2. Mukhya ki sthiti=

    Jis Parivar ke mukhiya ki Aarti ki sthiti acchi Hoti hai vahan per arthvyavastha bhi acchi Hoti hai mukhiya ki aay arthvyavastha ko prabhav it karti hai/

    3. Parivarik vyay ka niyojan=

    Why ki Yojana banaa Lene se vah karne mein aasani rahti hai aur anavashyak vah nahin hone pata Aisa hone se arthvyavastha Uttam rahti hai/

    4. Samajik AVN arthik parivartanon ka prabhav=

    Vaigyanik Yug hone ke Karan samajik tatha arthik Parivartan hote iska prabhav arthvyavastha per padta hai adhik fashion wali vastu upkaranon adhik ho aur itne se arthvyavastha per prabhav padta hai aata hai aaye dekhkar hi vayay  karna chahie/

    5. Jeevan star=

    Grah arthvyavastha mein rahan sahan ke star se prabhavit Hoti hai vartman aadhunik Yug mein sabhi log rahan sahan ke star ko uncha uthane ke liye paryatanshil dikhai dete Hain vaise to theek hai kyunki rahan sahan ko star parivar ki pratishtha Ko darshata hai Lekin jahan tak Ho रहन-सहन ke star ko apni parivarik aay ke Anukul rakhna chahie is MAT per aaye se adhik kharch karne per arthvyavastha per ko prabhav padega/

    ​​​​​​​THANk YOu 

     

    ​​​​​​




    Leave a comment

    We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


    Comments