Kedarnath Agrawal
꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂
Kedarnath Agrawal ka janm 1 April San 1982 mein kamasin gaon banda (Uttar Pradesh) main hua tha inhone snatak Allahabad vishwavidyalay Allahabad mein se tatha LLB ki Pariksha DAV College Kanpur mein Uttaran ki/Hindi sahitya sammelan Prayag dwara inhen San 1989 isvi mein sahitya Vachan Pati ki Manak upadhi tatha Bundelkhand vishwavidyalay Jhansi dwara sant 1994 isvi mein d lit ki upadhi pradan ki gai /
Kedarnath ji ke sahitya ka udan ka Samman karte hue ine samay samay per bhi bhinn sansthaon dwara puraskar Kiya Gaya jinmen soviyat land ke Nehru puraskar Uttar Pradesh Hindi Sansthan Lucknow ka vishisht Samman sahitya akadami Samman Madhya Pradesh sahitya Parishad Bhopal ka Tulsi AVN Maithili Sharan Gupt Samman Pramukh hai/
Bahumukhi Pratibha ke Dainik Kedarnath Ji ne Jin vibhinn vidhaon mein sahitya Rachna ki, unmen nibandh upnyas Yatra vartman sahitya aur kavitaen ke roop se sammilit hai inhone kul 24 Kavya sangrah ho 1, anuvad, teen nibandh sangrah do Yatra vartman to tatha ek Patra sahitya ki Rachna ki inke is Rachna sansar ka vistar San 1947 isvi se lekar 1900 isvi tak hai Inka Pratham Kavya sangrah "Yug ki Ganga" San 19 47 isvi mein prakashit hua Inka nidhan 22 June san 2000 isvi Ko Ho Gaya/
We are accepting Guest Posting on our website for all categories.
Kakul Digital Content Writer
@DigitalDiaryWefru