pandit partap narayan mishar

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Misar ji sahityakar hone ke sath hi shasamaji jivan se bhi Jude the samajik rajnitik dharmik sansthaon se Inka nikat ka sampark raha tha aur Desh mein Jo navjagran ki lahar a rahi thi uske prati yah sachit the vastav mein navjagran ka sandesh hi janjivan Tak pahunchane ke liye inhone sahitya seva ka vrat liya aur Brahman patrika ka jivan sampadan karte rahe/

Mishra ji Vipul Pratibha aur vid ruchiyon ke dhani the Kanpur mein inhone natak sabha Naam ki ek Sanstha banai thi Jo uske prati madhyam se yah Parsi theatre ke samantar Hindi ka apna rang panch khada karna chahte the yah swayam bhi bharatendu ki bhanti Kushal abhi nahin karte the/

Mishra ji bharatendu ke vyaktitva se bahut pratibhavit the tatha unhen apna Guru aur Aadarsh mante the bahumukhi Pratibha ke dhan mishr ji ka 38 varsh ki ALP aayu mein San 1894 isvi mein Kanpur mein nidhan ho gaya/




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments