hindi

꧁ Digital Diary ༒Largest Writing Community༒꧂


Digital Diary Create a free account




Lesson=1

PANDIT PARTAP NARAYAN MISHAR

Hindi ke bahumukhi partibha ke dhani mei bhatendu harishchandar, balkrishan bhatt aur partap narayan mishar ki ganna hoti hai inka janm san 1856 uttar pardesh ke unnav jeele ka beijegao me hua tha| misharji ko na to bhartendu jese sadhan mile the aur na hi bhatt ji jesi lambi aayu fir bhi misharji ne apni partibha aur lagan se us yug mei atyant mahttavpurn sthan bana liya tha.

misharji ke janm ke kuch dino baad hi inke jyotishi pita pandit sankataparsad misre kanpur aakar saprivar rahne lage. yahi par inki shiksha-diksha hui pita inhe jyotish pada kar apne paitark vyavasay mei hi lagana chahte the,

parantu inka manmoji swabhaw usme nahi rama|

 

 




Leave a comment

We are accepting Guest Posting on our website for all categories.


Comments